tum jo mil gaye ho MP3 Song
About tum jo mil gaye ho MP3 Song
Looking for tum jo mil gaye ho? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.
This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ tum jo mil gaye hoCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Tum Jo Mil Gaye Ho Category / Artist: Lata Mangeshkar | ↧ Save As |
Tum Jo Mil Gaye Ho Song Lyrics
Movie = Hanste Zakhm (1973)
Singer(s) = Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
Music By = Madan Mohan
Lyricist(s) = Kaifi Azmi
Mp3 Song Lyrics
(( Tum jo mil gaye ho, toh yeh lagta hai
Ke jahan mil gaya - (2)
Ek bhatke huye rahee ko, carvan mil gaya...
Tum jo mil gaye ho, toh yeh lagta hai
Ke jahan mil gaya - (2)...
Baitho naa dur hamse, dekho khafa naa ho - (2)
Kismat se mil gaye ho, milke juda naa ho - (2)
Meree kya khata hai, hota hai yeh bhee
Ke jamee se bhee kabhee aasama mil gaya
Ke jahan mil gaya...
Tum kya jano tum kya ho, ek surila nagma ho
Bhigee raton me mastee, tapte din me saya ho
Tum kya jano tum kya ho, aab jo aa gaye ho
Jane naa dunga ke mujhe ek hasin mehraban mil gaya
Ke jahan mil gaya...
Tum jo mil gaye ho, toh yeh lagta hai
Ke jahan mil gaya - (2)...
Tum bhee the khoye khoye, me bhee bujha bujha - (2)
Tha ajnabee jamana, apna koyee naa tha - (2)
Dil ko jo mil gaya hai teraa sahara
Ek nayee jindagee kaa nishan mil gaya...
Tum jo mil gaye ho, toh yeh lagta hai
Ke jahan mil gaya
Ek bhatke huye rahee ko, caravan mil gaya
Tum jo mil gaye ho, toh yeh lagta hai
Ke jahan mil gaya - (2)...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
Tum Jo Mil Gaye Ho Video Song
Browse this topic: tum jo mil gaye ho MP3 songs, tum jo mil gaye ho lyrics, related albums and music archive results.


