tum kitne din baad mile MP3 Song
About tum kitne din baad mile MP3 Song
Looking for tum kitne din baad mile? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.
MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ tum kitne din baad mileCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Tum Kitne Din Baad Mile Category / Artist: Asha Bhosle | ↧ Save As |
Tum Kitne Din Baad Mile Song Lyrics
Song Lyrics Movie : The Great Gambler
Singer(s): ASHA BHOSLE
mp3 songs
Hooo...
Tum kitne din baad mile
Tum itne din kahan rahe
Jaanke kyon anjaan bane
Koi usse kya kahe
Tumne hai jana nahi
Hamain pahchana nahi
La la la la...
Tum kitne din baad mile
Tum itne din kahan rahe
Jaanke kyon anjaan bane
Koi usse kya kahe
Tumne hai jana nahi
Hamain pahchana nahi
La la la la...
Bade afsos ki hai baat
Mile to milaaya bhi nahi haath
(Bade afsos ki hai baat
Mile to milaaya nahi haath)-2
Baithe ho aankh chura ke
Dekho to aankh mila ke
Humko hai kya shikayat
Khudh poochho to paas bula ke
Poochh bhi lo na
Are tumne hai jana nahi
Hamain pahchana nahi
La la la la...
Tum kitne din baad mile
Tum itne din kahan rahe
Jaanke kyon anjaan bane
Koi usse kya kahe
Are tumne hai jana nahi
Hamain pahchana nahi
La la la la...
(Koi nahi tha vo tum hi the
Koi nahi tha vo hum hi the)-2
Hum tum ne jo dosti
Seene main aag si thi
Jane vo dillagi thi
Ya vo dil ki lagi thi
Tumne hai jana nahi
Hamain pahchana nahi
La la la la...
Tum kitne din baad mile
Tum itne din kahan rahe
Jaanke kyon anjaan bane
Koi usse kya kahe
Are tumne hai jana nahi
Hamain pahchana nahi
La la la la...
Tum Kitne Din Baad Mile Video Song
Related Albums
Related Songs
Browse this topic: tum kitne din baad mile MP3 songs, tum kitne din baad mile lyrics, related albums and music archive results.

