logo

tum kyu nahi mujhe MP3 Song

tum kyu nahi mujhe MP3 song cover

About tum kyu nahi mujhe MP3 Song

This archive page brings together results connected with tum kyu nahi mujhe, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ tum kyu nahi mujheCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Tum kyu nahi mujhe Category / Artist: New Song ↧ Save As

Tum kyu nahi mujhe Song Lyrics

Song Title = Tum kyu nahi mujhe
Movie/album = Rockstar 2011
Category / Artist = New Song
Mp3 Song Lyrics
Song lyrics title : Aashique
Song lyrics movie : Rockstar
Singer : Adil shakeel

mp3 songs

lyrics

Tum Kyun Nahin Mujhe mil Jaate
Ae Yaar Aashique se pehle..
Jub Ke Base ho tum saanson mein
Har Baar Zindigi se pehle...
Main Soochta Huun Ghabraata Huun...
Har Baar Dil ko Behlaata Huun...
Par Zindigi Bikhar jaati hai,Kyun Yaar Har Khushi se pehle..
Tum Kyun Nahin Mujhe Mil Jaatee...

"Unki Nazar Ko Zakhm-e-Jigar Ka ehsaas de khuda"

Us Bekhabar ko kuch ho Asar to aa ke jigar ka haal pooch le..
Milna bhi tai hai ya umr bhar hi karna hai intezaar pooch le...
Gardish mein hum hain us pe sitam ke tu sang na teri nishaniyan...
Mil jaao tum to aaye sukuun ke aaye lahuu mein phir rawaniyaan...
Bhatkun main aur Kab tak akela Hijr-e-jahaan mein...Hijr-e-jahaan mein...

To Kyun Nahin Mujhe mil Jaate
Ae Yaar Aashique se pehle..
Jub Ke Base ho tum saanson mein
Har Baar Zindigi se pehle...
Main Soochta Huun Ghabraata Huun...
Har Baar Dil ko Behlaata Huun...
Par Zindigi Bikhar jaati hai,Kyun Yaar Har Khushi se pehle..
Tum Kyun Nahin Mujhe Mil Jaatee...

"Unki Nazar Ko Zakhm-e-Jigar Ka ehsaas de khuda"

"Hasrat Rahe na baaqi chal dil se pukaar lee
Hasrat rahe na baaqi chal dil se pukaar lee
Armaan hain kab se hai dil ye jub se saare nikaal lee
Hasrat Rahe na baaqi chal dil se pukaar lee"

Jab se Chala Huun Ishq-e-Safar mein jo ho nagar ya sooni ho dagar...
Tu sang rahi hai rag mein bahi hai..Yun hi nahi bani tu humsafar...
Gham hain sitam hain mushkil mein hum hain..aur ye zindigi ke sawaal hain..
Kar de juda haan dil se khuda jo gar ye vehem hain to nikaal de.....
Itni hai iltijaa magar khuda..bus mera paar de...bus mera pyaar de..!!!

To Kyun nahi mujhe mil jaate..ae yaar raushni se pehle..
jub hai chamak teri aankhon ki,aankhon mein chaandni se pehle...
Main Soochta Huun Ghabraata Huun...
Har Baar Dil ko Behlaata Huun...
Par Zindigi Bikhar jaati hai,Kyun Yaar Har Khushi se pehle..
Tum Kyun Nahin Mujhe Mil Jaatee...

"Unki Nazar Ko Zakhm-e-Jigar Ka ehsaas de khuda"

Tum kyu nahi mujhe Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: tum kyu nahi mujhe MP3 songs, tum kyu nahi mujhe lyrics, related albums and music archive results.