logo

tumhi se roshan hai raat MP3 Song

tumhi se roshan hai raat MP3 song cover

About tumhi se roshan hai raat MP3 Song

tumhi se roshan hai raat is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ tumhi se roshan hai raatCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Tumhi Se Roshan Hai Raat Category / Artist: Asha Bhosle ↧ Save As
◉ Tumhi Se Roshan Hai Raat Category / Artist: Talat Aziz ↧ Save As

Tumhi Se Roshan Hai Raat Song Lyrics

Song Title = Tumhi Se Roshan Hai Raat
Movie/album = Lorie 1984
Category / Artist = Asha Bhosle
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title = Tumhi Se Roshan Hai Raat
Movie/album = Lorie (1984)
Singers = Asha Bhosle, Talat Aziz
Song Lyricists = Bashar Nawaz
Music Director = Mohammed Zahur Khayyam
Director = Aziz Khan Old, Hashmi,
Shashi Wadia, Vijay Talwar

Mp3 Songs Lyrics

((Tumhi se roshan hai raat meri
Tumhi se roshan hai raat meri
Tumhi se harr din huwa sunehra
Uthhe jaha bhi nazar tumhaari
Uthhe jaha bhi nazar tumhaari
Ho zindagi ka wahin savera...

Sajje the kabse tumhare sapne
Meri nigaho ke darpano mein
Sulagti rehti thi dheemi dheemi
Ye aag madhma ke savano mein
Sakun hai jabse geysuon ki
Sakun hai jabse geysuon ki
Hasin chaon mein hai besera
Uthhe jahan bhi nazar tumhaari
Ho zindagi ka wahi savera...

Ye kaise jaadu jaga diye hain
Mere khayalo ke aangano mein
Sunu sadaaye tumhare dil ki
Main apne sine ki dhadhkano mein
Jidhar bhi jaun hai saath jaise
Jidhar bhi jaun hai saath jaise
Tumhari baaho ka narm ghera
Tumhi se roshan hai raat meri
Tumhi se harr din huwa sunehra...

Naya nahi hai ye dil ka mausam
Bayi nahi chaahtein humaari
Mile nahi the magar hamesha
Nigah mein thi chhavi tumhari
Thi mere dil mein tumhari dhadhkan
Thi mere dil mein tumhari dhadhkan
Tumhaare honto pe naam mera
Tumhi se roshan hai raat meri
Tumhi se harr din huwa sunehra
Uthhe jaha bhi nazar tumhaari
Ho zindagi ka wahi savera
Ho zindagi ka wahi savera
Ho zindagi ka wahi savera...))

Posted by  : {Ritu Kesharwani}

Tumhi Se Roshan Hai Raat Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: tumhi se roshan hai raat MP3 songs, tumhi se roshan hai raat lyrics, related albums and music archive results.