tumko dekha aur ho MP3 Song
About tumko dekha aur ho MP3 Song
Looking for tumko dekha aur ho? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.
Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ tumko dekha aur hoCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Tumko Dekha Aur Ho Category / Artist: XYZ | ↧ Save As |
Tumko Dekha Aur Ho Song Lyrics
Song Lyrics Movie : Waqt Hamara Hai (1993)
Singers : Alka Yagnik, Kumar Sanu
Song Lyricists : Sameer
Music Composer : Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Music Director : Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Director : Bharat Rangachary
mp3 songs
Tumko dekha aur ho gaya
Duniya se begana main
Tumko dekha aur ho gaya
Duniya se begana main
Sabse deewana tha majnu
Usse bhi deewana main
Han han sabse deewana tha majnu
Usse bhi deewana main
Tumko dekha or ho gayi
Duniya se begani mai
Tumko dekha or ho gayi
Duniya se begani mai
Sabse deewani thi laila
Usse bhi deewani main
Han han sabse deewani thi laila
Usse bhi deewani main
Aye mere khwabo ki sahjadi
Khwabo ki tabir hai tu
Barso tarasha tha maine jise
Wo sokh taswir hai tu
Aankho hi aankho me bate kare
Dushman jamane se hum kyu dare
Dushman jamane se hum kyu dare
Chahat ke sholo mein jalte hai hum
Shama tu parwana main
Sab se deewana tha majnu
Usse bhi deewana main
Han han sab se deewana tha majnu
Usse bhi deewana main
Laila to majnu se mil na saki
Hum dono mil ke rahenge
Aashik hai hum to naye daur ke
Hum na judai sahenge
Rahenge sada in fizao me hum
Mahakte rahenge hawao mein hum
Mahakte rahenge hawao mein hum
Bas ek tujhe janti hu sanam
Hu sabse anjani main
Sabse deewani thi laila
Usse bhi deewani main
Han han sabse deewani thi laila
Usse bhi deewani main
Tumko dekha aur ho gayi
Duniya se begani main
Tumko dekha or ho gaya
Duniya se begana mai
Sabse deewani thi laila
Usse bhi deewani main
Han han sabse deewana tha majnu
Usse bhi deewana main.
Posted by : {Anamika Tyagi}
Tumko Dekha Aur Ho Video Song
Related Albums
Browse this topic: tumko dekha aur ho MP3 songs, tumko dekha aur ho lyrics, related albums and music archive results.


