logo

tumse milke dil ka MP3 Song

tumse milke dil ka MP3 song cover

About tumse milke dil ka MP3 Song

Looking for tumse milke dil ka? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ tumse milke dil kaCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Tumse Milke Dil Ka Category / Artist: Qawalli ↧ Save As
◉ Tumse Milke Dil Ka Hai Category / Artist: Afzal Sabri ↧ Save As

Tumse Milke Dil Ka Song Lyrics

Song Title = Tumse Milke Dil Ka
Movie/album = Main Hoon Na 2004
Category / Artist = Qawalli
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics : Tumse Milke Dil Ka Hai Jo Hal Kya Kahe
Song Lyrics Movie or Album: Main Hoon Na
Singer(s): Aftab Sabri, Hashim Sabri, Sonu Nigam
Music Director(s): Anu Malik
Lyricist(s): Javed Akhtar

Lyrics

ishk jaise hai ik aandhee, ishk hai ik tufan
ishk ke aage bebas hai, duneeya me har iljam
ishk me sab diwane hain, ishk me sab hairan
ishk me sab kuchh mushkil hai, ishk me sab aasan
dekho pyare, yeh najare, yeh diwane, yeh parwane
yeh ishk me kaise gum

hay tumse milke dil ka hai jo hal kya kahe
ho gaya hai kaisa yeh kamal kya kahe
tumse milke dil ka hai jo hal kya kahe
ho gaya hai kaisa yeh kamal kya kahe

(dhum tara, dhum tara, dhum tara, dhum tara
dhum tara dhum tara dhum ma
dhum tara, dhum tara, dhum tara, dhum tara
dhum tara dhum tara ham) - (2)

dil toh ik rahee jana, dil kee tum manjil ho
dil toh hai ik kashtee jana, jiska tum sahil ho
dil na phir kuchh mange jana, tum agar hasil ho
dil toh hai meraa tanha jana, aao toh mehfil ho

ishk se hee saree khushiya, ishk hee barbadee
ishk hai pabandee lekin, ishk hee ajadi
ishk kee duneeya me yaro, khwab kee aabadee
ho gaya woh jisko manjil, ishk yeh dikhladee
dekho pyare, yeh najare, yeh diwane, yeh parwane
yeh ishk me kaise gum

hay tumse milke dil ka hai jo hal kya kahe
ho gaya hai kaisa yeh kamal kya kahe
tumse milke dil ka hai jo hal kya kahe
ho gaya hai kaisa yeh kamal kya kahe

dhum tara, dhum tara, dhum tara, dhum tara
dhum tara dhum tara dhum ma
dhum tara, dhum tara, dhum tara, dhum tara
dhum tara dhum tara ham

tumko puja hai, tumharee hee ibadat kee hai
hamne jab kee hai, toh phir aise mohabbat kee hai - (2)
dil meraa pagal hai jana, isko tum behlado
dil me kyun halchal hai jana, mujhko tum samjhado
dil ka jo aanchal hai jana, isko tum lehrado
julf jo badal hai jana, mujhpe tum barsado
jana leke jaya hai, teraa yeh diwana
jan tujhpe mit jayega, teraa yeh parwana
jana mere dil me kya hai, tumne yeh na jana
jana tujhko yad aayega, meraa yeh afsana

dekho pyare, yeh najare, yeh diwane, yeh parwane
yeh ishk me kaise gum

hay tumse milke dil ka hai jo hal kya kahe
ho gaya hai kaisa yeh kamal kya kahe
tumse milke dil ka hai jo hal kya kahe
ho gaya hai kaisa yeh kamal kya kahe

(dhum tara, dhum tara, dhum tara, dhum tara
dhum tara dhum tara dhum ma
dhum tara, dhum tara, dhum tara, dhum tara
dhum tara dhum tara ham) - (2)

Tumse Milke Dil Ka Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: tumse milke dil ka MP3 songs, tumse milke dil ka lyrics, related albums and music archive results.