tune ye jaana ek MP3 Song
About tune ye jaana ek MP3 Song
tune ye jaana ek is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.
This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ tune ye jaana ekCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Tune ye jaana ek Category / Artist: XYZ | ↧ Save As |
Tune ye jaana ek Song Lyrics
Song Lyrics Movie : Anokha rishta 1986
Singer : Asha Bhosle
Music By : R D Burman
Lyricist : Anand Bakshi
mp3 songs
tune ye jaana ek kaata lagne se main ghayal ho gayi
ho main ghayal ho gayi
tune ye jaana ek kaata lagne se main ghayal ho gayi
kaata to nikal gaya, kaata to nikal gaya
par tere chhune se main pagal ho gayi ho main pagal ho gayi
tune ye jaana ek kaata lagne se main ghayal ho gayi
kaata to nikal gaya, kaata to nikal gaya
par tere chhune se main pagal ho gayi ae main ghayal ho gayi
tere haatho se mere ang ang me bechaini si badh gayi
sharam se simat gayi, tujhse lipat gayi
main duniya chhod gayi ho par tu naa jaana
tune ye jaana ek kaata lagne se main ghayal ho gayi
main pagal ho gayi
main anjaan sahi, main naadan sahi par tu naadan nahi
bante ho to ho, par mann ke kuchh ho kuchh bhi pahchan nahi
ho tu hai deewana, tune ye jaana
ek kaata lagne se main ghayal ho gayi, main pagal ho gayi
main kaisi bhi hu, main jaisi bhi hu sweekar mujhe kar le
main sach kahti hu, kahti rehti hu tu pyar mujhe kar le
o mujhko satana, tune ye jaana
ek kaata lagne se main ghayal ho gayi, main ghayal ho gayi
tune ye jaana ek kaata lagne se main ghayal ho gayi
kaata to nikal gaya, kaata to nikal gaya
par tere chhune se main pagal ho gayi ho main pagal ho gayi
tune ye jaana ek kaata lagne se main ghayal ho gayi
ho main pagal ho gayi..
Posted by : {Anamika Tyagi}
Tune ye jaana ek Video Song
Related Albums
Browse this topic: tune ye jaana ek MP3 songs, tune ye jaana ek lyrics, related albums and music archive results.


