logo

use baaton mein MP3 Song

use baaton mein MP3 song cover

About use baaton mein MP3 Song

This archive page brings together results connected with use baaton mein, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ use baaton meinCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Use Baaton Mein Category / Artist: Shaan ↧ Save As

Use Baaton Mein Song Lyrics

Song Title = Use Baaton Mein
Movie/album = Hum Sey Hai Jahaan 2008
Category / Artist = Shaan
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title : Baaton Mein
Song Lyrics Movie : Hum Sey Hai Jahaan (2008)
Singers : Shaan & Sunidhi Chouhan

mp3 songs

Ek Ladka Hai Hai, Dil Churake Le Jaaye
Kaise Kehdoon Use Baathon Mein
Ek Ladki Hai Hai, Paas Dil Kea Aye Jaaye
Kaise Kehdoon Use Baathon Mein

Oo Sajna Sajna Kehdo Na Sajna Sajna Kehdo Na
Oo Sajna Sajna Kehdo Na Sajna Sajna Kehdo Na
Kehdo Na.. Baathon Mein.

Woh Ladki Mujhe To, Thodi Si Pagal Thodi Sayaani Lage..
Kabhi Muskuraaye, Kabhi Moo Chupaaye, Kabhi Woh Diwaani Lage..
Phir Bhi Woh Kyun Akeli Si Hai..
Jasie Koi, Paheli Si Hai..

Sajna Sajna Kehdo Na Sajna Sajna Kehdo Na
Oo Sajna Sajna Kehdo Na Sajna Sajna Kehdo Na
Kehdo Na..baathon Mein.baathon Mein

Har Pal Mein Sochoon, Kyun Milthi Jhulthi Hum Dono Ki Aadathein..
Mil Kar Use To Lagne Laga Hai, Puri Huyi Chaahathe..
Yeh Kehna Hai Par Kaise Kahoon..
Mein Khamosh Bhi Kaise Rahoon..

Oo Sajna Sajna Kehdo Na? Sajna Sajna Kehdo Na
Hoo Sajna Sajna Kehdo Na Sajna Sajna Kehdo Na
Kehdo Na..baathon Mein Ooo Baathon Mein

Wo Ek Ladka Meri Nazar Mein Sab Se Judaa Hai Yahan
Kabhi Bhi Na Dekhi Kahin Aisi Ladki, Dekha Hai Saara Jahaan..
Milega Mujhe Ya Kho Jaayega..
Haan.kya Khwab Sach Ho Jaayega..

Sajna Sajna Kehdo Na Sajna Sajna Kehdo Na
Hoo Sajna Sajna Kehdo Na Sajna Sajna Kehdo Na
Kehdo Na.. Baathon Mein Haan Baathon Mein

Ek Ladka Hai Hai, Dil Churake Le Jaaye
Kaise Kehdoon Use Baathon Mein
Ek Ladki Hai Hai, Paas Dil Kea Aye Jaaye
Kaise Kehdoon Use Baathon Mein; Baathon Mein.baathon Mein Baathon Mein.

Use Baaton Mein Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: use baaton mein MP3 songs, use baaton mein lyrics, related albums and music archive results.