logo

waqt waqt ki baat MP3 Song

waqt waqt ki baat MP3 song cover

About waqt waqt ki baat MP3 Song

This archive page brings together results connected with waqt waqt ki baat, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ waqt waqt ki baatCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Waqt Waqt Ki Baat Category / Artist: Kishor Kumar ↧ Save As

Waqt Waqt Ki Baat Song Lyrics

Song Title = Waqt Waqt Ki Baat
Movie/album = Bhola Bhala 1978
Category / Artist = Kishor Kumar
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title : Waqt Waqt Ki Baat
Song Lyrics Movie : Bhola Bhala 1978
Singers : Kishore Kumar
Song Lyricists : Anand Bakshi
Music Composer : Rahul Dev Burman
Director : Satpal
Music Label : Polydor Music
Starring : Rajesh Khanna, Rekha
Release on : 25th April, 1978

mp3 songs

Hahahaha

Kal tak main akelaa thaa
Aaj zamaanaa saath hai
Waqt waqt ki baat hai
Samajhe naa
Waqt waqt ki baat hai
Kal tak main akelaa thaa
Aaj zamaanaa saath hai
Waqt waqt ki baat hai
Waqt waqt ki baat hai

Jab itnaa mashoor naa thaa yaaron meraa naam
Tab paani naa miltaa thaa ab milte hain jaam
Kal ye raat andheri thi
Aaj suhaani raat hai
He waqt waqt ki baat hai
Waqt waqt ki baat hai

Sunkar meri baaton ko hai duniyaa hairaan
Dekhte rah gaye sab maine maar liyaa maidaan
Kal dil mein veeraani thi
Aaj magar baaraat hai
He waqt waqt ki baat hai
Waqt waqt ki baat hai

Aaj tu jaanegi mujhko ai mere mahboob
Bholaa bhaalaa hoon lekin aadmi hoon main khoob
Kal thaa jis kaa intezaar aaj wo mulaaqaat hai
He waqt waqt ki baat hai
Waqt waqt ki baat hai
Kal tak main akelaa thaa
Aaj zamaanaa saath hai
He waqt waqt ki baat hai
Waqt waqt ki baat hai...

Posted by : {Anamika Tyagi}

Waqt Waqt Ki Baat Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: waqt waqt ki baat MP3 songs, waqt waqt ki baat lyrics, related albums and music archive results.