logo

woh aane wali hai MP3 Song

woh aane wali hai MP3 song cover

About woh aane wali hai MP3 Song

Looking for woh aane wali hai? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ woh aane wali haiCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Woh Aane wali Hai Category / Artist: Abhijeet ↧ Save As

Woh Aane wali Hai Song Lyrics

Song Title = Woh Aane wali Hai
Movie/album = Mera Dil Leke Dekho 2006
Category / Artist = Abhijeet
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title : Woh Aane wali Hai
Song Lyrics Movie : Mera Dil Leke Dekho (2006)
Music Director: Jatin Lalit
Director: Rohit Kaushik
Producer: Punam Sinha
Lyrics: Sameer
Singer: Abhijeet

mp3 songs

woh aanewaali hai - 2 aanewaali hai woh
mere dil pe dhadakon pe woh chaanewaali hai
betaabiyon kaa mausam woh laanewaali hai
jaane do mujhe jaane do yaaro ab naa roko
socho mere baare mein yaaro kuch to socho
woh aanewaali hai - 2 aanewaali hai

aankhon mein nashaa zulfon mein ghataa
woh ladaki hai badi chulabuli
baaton mein adaa usape main fidaa
palkon mein rahe woh masum kali
khusabu kaa zokaa banke leharaanewaali hai
mujhako sanson mein basaake mehkaanewaali hai
jaane do ise jaane do yaaro tum naa roko
roko naa use naa roko meraa bhi to socho
(woh aanewaali hai - 2 aanewaali hai) - 2

masti chaal mein sokhi gaal mein woh hai aasamaa ki pari
kamsin hai umar kaatil hai nazar usaki to nighaahe hai jaadu bhari
mere khwaabon mein woh aake muskaanewaali hai
mujhe baajuwon mein bharake tarasaanewaali hai
jaane do mujhe jaane do yaaro ab naa roko
socho mere baare mein yaaro kuch to socho
(woh aanewaali hai aanewaali hai) - 4

Posted by: {Anju}

Woh Aane wali Hai Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: woh aane wali hai MP3 songs, woh aane wali hai lyrics, related albums and music archive results.