woh zinda hai MP3 Song
About woh zinda hai MP3 Song
This archive page brings together results connected with woh zinda hai, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.
MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ woh zinda haiCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Woh Zinda Hai Category / Artist: Rekha Bhardwaj | ↧ Save As |
Woh Zinda Hai Song Lyrics
Movie/album = Talvar (2015)
Singers = Rekha Bhardwaj
Song Lyricists = Gulzar
Music Director = Vishal Bhardwaj
Director = Meghna Gulzar
Mp3 Song Lyrics
((Jaan bujhi aankhon ki,
Jaalidaar palkon mein
Khwaab jab sarakte hain,
Lagta hai woh zinda hai
Haan lagta hai woh zinda hai
Shaam ki udaasi mein,
Ek diya jalta hai
Roshni jo hoti hai,
Lagta hai woh zinda hai
Woh zinda hai
Chhuu bhi lo..woh zinda hai
Chhuu ke dekho zinda hai
Chhuu bhi lo.., woh zinda hai
Chhuu ke dekho zinda hai
Kuch der ki, ek neend hai
Soyi nahi, jaag rahi hai
Ek khwaab toh, khoya kahin
Ek khwaab woh, maang rahi hai
Aankh se chaaho toh,
Aaj bhi chhu loon use
Woh zinda hai
Bolti daleelon mein,
Kaagzon ki syaahi mein
Har nayi gawaahi mein,
Lagta hai woh zinda hai
Paas jaa ke dekho toh,
Thoda thoda chehra woh
Aayine mein baaki hai,
Lagta hai woh zinda hai
Woh zinda hai
Chhuu bhi lo, woh zinda hai
Chhuu ke dekho zinda hai
Chhuu bhi lo, woh zinda hai
Chhuu ke dekho zinda hai.))
Posted By : {Anamika Tyagi}
Woh Zinda Hai Video Song
Browse this topic: woh zinda hai MP3 songs, woh zinda hai lyrics, related albums and music archive results.

