logo

yaar ki khabar mil MP3 Song

yaar ki khabar mil MP3 song cover

About yaar ki khabar mil MP3 Song

Looking for yaar ki khabar mil? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ yaar ki khabar milCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Yaar ki khabar mil Category / Artist: Kishor Kumar ↧ Save As

Yaar ki khabar mil Song Lyrics

Song Title = Yaar ki khabar mil
Movie/album = Ram Balram 1980
Category / Artist = Kishor Kumar
Mp3 Song Lyrics
Song Title : Yaar Ki Khabar Mili Gayi Gayi
Movie/Album Name: RAM BALRAM
Singer(s) : KISHORE KUMAR, ASHA BHONSLE

Lyrics:

Kishore: Ohooooooooooooooooo Ohoh Ohooooooooooooooo

Asha: Ohoooooooooooooooooooooo Ohoh Ohoooooooooooooooooo

Kishore: Hey Yaar Ki Khabar Mil Gayee,
Chorus: Gayee,
Kishore : Pyar Ki Nazar Mil Gayee,
Chorus : Gayee
Kishore : Door Thi Bahut Manzil Apni, Paas Hi Magar Mil Gayee, Gayee
Ohhooooooooooooooooooooooooooo

Asha :Yaar Ki Khabar Mil Gayee,
Chorus :Gayee,
Asha :Pyar Ki Nazar Mil Gayee,
Chorus :Gayee
Asha :Door Thi Bahut Manzil Apni, Paas Hi Magar Mil Gayee, Gayee
Ohhooooooooooooooooooooooooooo

Chorus : Aaaaaaaaaaa Aaaaaaaaaaaaaaaaaaaa

Kishore :Aisa Hai Sama Ki Hum Dil Lage Thaamne, Jaane Kya Payaam Diya Humein Is Shaam Ne Ho O Ho
Asha :Aisa Hai Sama Ki Hum Dil Lage Thaamne, Jaane Kya Payaam Diya Humein Is Shaam Ne
Kishore :Bada Tadpaaya Mera Dil Kisi Naam Ne, Aaya Woh Makaam Ab Nazron Ke Saamne
Chorus :(male)Nazron Ke Saamne, (female)Nazron Ke Saamne

Kishore :Unki Gali Bhi Humein Mil Jaayegi, Jinki Dagar Mil Gayee, Gayee

Asha :Yaar Ki Khabar Mil Gayee, Gayee,

Kishore :Pyar Ki Nazar Mil Gayee, Gayee

Both :Door Thi Bahut Manzil Apni, Paas Hi Magar Mil Gayee, Gayee

Chorus : hey.... Hey
Kishore :Aate Jaate Raston Mein Yaaron Se Yeh Poocha,

Asha :Ek Hi Sawaal Tha Hazaaron Se Yeh Poocha

Kishore :Kahan Pe Woh Phool Hain Bahaaron Se Yeh Poocha,

Asha :Kahan Pe Woh Chand Sitaaron Se Yeh Poocha

Chorus :(Male)Sitaaron Se Yeh Poocha, (Female)Sitaaron Se Yeh Poocha)

Kishore :Raat Bhar Hum Jise Dhoondhte Rahe, Ab Woh Saher Mil Gayee, Gayee Oh hooooooooooooo
Asha : Oh ooo

Chorus : (female)Aahhhaaaaaaaaaaa

Asha :Rasta Bhula Na De Khushi Manzil Ki,
Sar Pe Khadi Hai Jo Ghadi Hai Mushkil Hai
Rasta Bhula Na De Khushi Manzil Ki, S
Sar Pe Khadi Hai Jo Ghadi Hai Mushkil Hai

Kishore :Humse Ladi Hain Aankhen Kis Qaatil Ki, Hogi Mulakaat Kab Dil Se Dil Ki

Chorus :(Male)Dil Se Dil Ki,(Female) Dil Se Dil Ki)
Both :Dil Bhi Kabhi Na Kabhi Mil Jaayenge, Aankh Agar Mil Gayee, Gayee
Asha :Yaar Ki Khabar Mil Gayee,

Chorus :Gayee

Kishore :Pyar Ki Nazar Mil Gayee,

Chorus :Gayee

Both :Door Thi Bahut Manzil Apni, Paas Hi Magar Mil Gayee, Gayee (Chorus joins them)Ohhoooooooooooooooooooooo Ohhoooooooooooooooooooooooooooo

POSTED BY;RAVI SAHU

Yaar ki khabar mil Video Song

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: yaar ki khabar mil MP3 songs, yaar ki khabar mil lyrics, related albums and music archive results.