logo
Yahi bahaar hai MP3 SONG

Yahi bahaar hai MP3 Song

Listen to Yahi bahaar hai from Raagrang 1952. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Yahi bahaar hai Category / Artist: Lata Mangeshkar Save As

Yahi bahaar hai Song Lyrics

Song Title  = Yahi Bahaar Hai
Movie/album = Raagrang (1952)
Singer(s)  = Lata Mangeshkar

Mp3 Song Lyrics

((la la la laa....

yahi bahaar hai, yahi bahaar hai...
yahi bahaar hai duniya ko bhool jaane ki
khushi manaane ki
yahi ghadi hai jawaani ke gunagunaane ki
haan, muskuraane ki

ye pyaare pyaare nazaare ye thandi thandi hawa
ye halka halka nasha
ye kaali kaali ghataaon ki mast mast ada
ye koyalon ki sada

machal ke a gayee, machal ke a gayee...
machal ke a gayi rut mastiyaan lutaane ki
haan, jhoom jaane ki

kali kali se ye bhanware ne muskuraake kaha
nazar mila ke kaha
nazar se kaam na nikala to gudaguda ke kaha
gale laga ke kaha

kiya hai pyaar to, kiya hai pyaar to..
kiya hai pyaar to parawa na kar zamaane ki
haan, hansi udaane ki
 
yahi bahaar hai, yahi bahaar hai..
yahi bahaar hai duniya ko bhool jaane ki
khushi manaane ki

o o o...
jo toota hai rubaan....
jo toota hai rubaan, usako toot jaane de
mere shabaab ko ji bhar ke geet gaane de
haan, geet gaane de ....[2]
mere shabaab ko ji bhar ke geet gaane de

tadap uthi hain, tadap uthi hain...
tadap uthi hain tamannaayen jhoom jaane ki
haan, lagi bujhaane ki

yahi bahaar hai, yahi bahaar hai...
yahi bahaar hai duniya ko bhool jaane ki
khushi manaane ki...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Yahi bahaar hai Video Song

Video is not currently available for this track.

download mp3 song

download mp3 song

Explore: Yahi bahaar hai, Raagrang 1952 songs, related Lata Mangeshkar music and MP3 tracks.