logo

yar mil jaye mujhe MP3 Song

yar mil jaye mujhe MP3 song cover

About yar mil jaye mujhe MP3 Song

This archive page brings together results connected with yar mil jaye mujhe, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.

This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ yar mil jaye mujheCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Yar Mil Jaye Mujhe Category / Artist: Anuradha Paudwal ↧ Save As

Yar Mil Jaye Mujhe Song Lyrics

Song Title = Yar Mil Jaye Mujhe
Movie/album = Mai tera Aashiq 1994
Category / Artist = Anuradha Paudwal
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title = Yar Mil Jaye Mujhe
Song Lyrics Movie = Mai tera Aashiq (1994)
Singers = Anuradha Paudwal
Song Lyricists = Deepak Sneh
Music Composer = Nikhil, Vinay
Music Label = T-Series
Starring = Monica Bedi
Release on = 16th January, 1994

mp3 songs

Yaar mil jaaye mujhe
Rab ki khudaai na mile
Pyaar mein jaan chali jaaye
Pyaar mein jaan chali jaaye
Judaai na mile

Yaar mil jaaye mujhe
Rab ki khudaai na mile
Pyaar mein jaan chali jaaye
Pyaar mein jaan chali jaaye
Judaai na mile
Yaar mil jaaye mujhe
Rab ki khudaai na mile

Main apne daaman mein
Pyaar ki aag chhupaun
Yaar ko aanch na aaye
Main chahein jal jaaun

Main apne daaman mein
Pyaar ki aag chhupaun
Yaar ko aanch na aaye
Main chahein jal jaaun
Uski dhoon mein baithi
Har pal main ye sochu
Lage huye hai pehre ud ke kaise pohchu
Uski yaadon se mujhko rihaai na mile
Pyaar mein jaan chali jaaye
Pyaar mein jaan chali jaaye
Judaai na mile
Yaar mil jaaye mujhe
Rab ki khudaai na mile

Soch liya hai maine
Yaar bina nahin rehna
Pyaar hai mera ibadat
Aur nahin kuchh kehna
Soch liya hai maine
Yaar bina nahin rehna
Pyaar hai mera ibadat
Aur nahin kuchh kehna
Raha hai mera waada
Khali maine kasmein
Uski ho jaaungi
Todke saari rashmein
Pyaar ka dard mile
Gham ki sahaai na mile
Pyaar mein jaan chali jaaye
Pyaar mein jaan chali jaaye
Judaai na mile
Yaar mil jaaye mujhe
Rab ki khudaai na mile
Yaar mil jaaye mujhe
Rab ki khudaai na mile...

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Yar Mil Jaye Mujhe Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: yar mil jaye mujhe MP3 songs, yar mil jaye mujhe lyrics, related albums and music archive results.