logo

ye kya hua hai MP3 Song

ye kya hua hai MP3 song cover

About ye kya hua hai MP3 Song

ye kya hua hai is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ ye kya hua haiCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Ye Kya Hua Hai Category / Artist: Udit Narayan ↧ Save As

Ye Kya Hua Hai Song Lyrics

Song Title = Ye Kya Hua Hai
Movie/album = Jeeo Shaan Se 1997
Category / Artist = Udit Narayan
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title = Ye Kya Hua Hai Mujhko
Movie/album = Jeeo Shaan Se (1997)
Singers = Udit Narayan
Song Lyricists = Shyam
Music Director = Satish
Director = Talat Jani

Mp3 Song Lyrics

((Yeh kya hua hai mujhko
Haye dekhte hi tujhko
Yeh kya hua hai mujhko
Haye dekhte hi tujhko
Jaise meri aankhon mein
Aati jati sanso mein
Mausam badal raha
Jadu sa chal raha
Jaane ja mane na dil chanchal...

Yeh kya hua hai mujhko
Haye dekhte hi tujhko
Jaise meri aankhon mein
Aati jati sanso mein
Mausam badal raha
Jadu sa chal raha
Jaane ja mane na dil chanchal
Yeh kya hua hai mujhko
Haye dekhte hi tujhko...

Bheege huye tan ki garmi mein
Angdaiyo ki narmi
Bheege huye tan ki garmi mein
Angdaiyo ki narmi
Aaj haya ka odh ke aanchal
Karni hai be sharmi
Samjho zara ishare
Hoth hai kaware
Mujhe nikhar de thoda sa pyar de
Jaane ja mane na dil chanchal
Yeh kya hua hai mujhko
Haye dekhte hi tujhko
Yeh kya hua hai mujhko
Haye dekhte hi tujhko...

Dil pe pyar ki khushbu ke
Padte hai jab saye
Dil pe pyar ki khushbu ke
Padte hai jab saye
Roop ka kundan jism ka
Chandan lehrake balkhaye
Koi to baat hai jage jajbat hai
Mere karib aa dhadkano mein sama
Jaane ja mane na dil chanchal
Yeh kya hua hai mujhko
Haye dekhte hi tujhko
Yeh kya hua hai mujhko
Haye dekhte hi tujhko
Jaise meri aankhon mein
Aati jati sanso mein
Mausam badal raha
Jadu sa chal raha
Jaane ja mane na dil chanchal
Mujhko tujhko mujhko tujhko...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Ye Kya Hua Hai Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: ye kya hua hai MP3 songs, ye kya hua hai lyrics, related albums and music archive results.