logo

ye kya jadu sa MP3 Song

ye kya jadu sa MP3 song cover

About ye kya jadu sa MP3 Song

ye kya jadu sa is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ ye kya jadu saCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Ye kya jadu sa Category / Artist: Udit Narayan ↧ Save As

Ye kya jadu sa Song Lyrics

Song Title = Ye kya jadu sa
Movie/album = Pyaar diwana hota hai 2002
Category / Artist = Udit Narayan
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics : Yeh Kya Jaadoo Sa
Song Lyrics Movie or Album: Pyaar diwana hota hai 2002
Singer(s): Udit Narayan

Lyrics

Yeh Kya Jaadoo Sa Kar Daala Pyaar Ne
paagal Mastana Kar Daala Yaar Ne
dil Chaahe Kuch Kar Jaawaan
oye Rabba Main Mar Jaawwaan
yeh Kya Jaadoo Sa Kar Daala Pyaar Ne
paagal Mastana Kar Daala Yaar Ne
dil Chaahe Kuch Kar Jaawaan
oye Rabba Main Mar Jaawwaan
yeh Kya Jaadoo Sa Kar Daala Pyaar Ne
paagal Mastana Kar Daala Yaar Ne

jaise Mile Hath Aise Hi Mil Jaaye Ehkaash Do Dil Kunwaare
dil Me Na Reh Jaaye Hoton Par Aa Jaaye Aankhon Mein Hai Jo Ishaare
chandni Raat Ho Chaahe Barsaat Ho
kuch Ho Jaldi Magar Phir Mulakaat Ho
yeh Kya Jaadoo Sa Kar Daala Pyaar Ne
paagal Mastana Kar Daala Yaar Ne

oh Delhi Walon Suno Main Sunata Hoon
tum Ko Yeh Dil Ki Kahani
aati Hai Sab Par Magar Toot Kar Aisi Aayi Hai Us Pe Jawaani
main Toot Kar Reh Gaya Mauj Mein Beh Gaya
jaane Kehna Tha Kya Aur Kya Keh Gaya
yeh Kya Jaadoo Sa Kar Daala Pyaar Ne
paagal Mastana Kar Daala Yaar Ne
dil Chaahe Kuch Kar Jaawaan
oye Rabba Main Mar Jaawwaan
yeh Kya Jaadoo Sa Kar Daala Pyaar Ne
paagal Mastana Kar Daala Yaar Ne

Ye kya jadu sa Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: ye kya jadu sa MP3 songs, ye kya jadu sa lyrics, related albums and music archive results.