logo

ye pyar hai ek MP3 Song

ye pyar hai ek MP3 song cover

About ye pyar hai ek MP3 Song

ye pyar hai ek is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ ye pyar hai ekCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Ye pyar hai ek Category / Artist: Richa Sharma ↧ Save As

Ye pyar hai ek Song Lyrics

Song Title = Ye pyar hai ek
Movie/album = Indian 2001
Category / Artist = Richa Sharma
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics : Yeh Pyar Hai Ek Nasha Jindagee Kaa
Song Lyrics Movie or Album: Indian 2001
Singer(s): Richa Sharma, Sunidhi Chauhan
Music Director(s): Anand Raj Anand
Lyricist(s): Anand Bakshi

Lyrics

yeh pyar hai ek nasha jindagee kaa
na pyar se bach saka dil kisika
hona hai, hona hai, pyar kabhee toh hona hai
khona hai, khona hai, dil kabhee toh khona hai
tadapna hai, tarsana hai, akhir pyar toh karna hai
hone do, hone de woh, hone do, hone de woh - (2)

yeh pyar hai ek nasha jindagee kaa
na pyar se bach saka dil kisika
band rekhar yeh jaban karatee hai baate yaha - (2)
ha badee hee mushkil se katatee hai raten yaha
band rekhar yeh jaban karatee hai baate yaha
ha badee hee mushkil se katatee hai raten yaha
kya anjam se darna hai, akhir pyar toh karna hai

hone do, hone de woh, hone do, hone de woh - (2)
pyar me hain mastiya, mast ho ja pyar me - (2)
jo maja ikrar me, woh kahan inkar me
pyar me hain mastiya, mast ho ja pyar me
jo maja ikrar me, woh kahan inkar me

itna kyun sisakna hai, akhir pyar toh karna hai
hone do, hone de woh, hone do, hone de woh - (2)
dard bhee mil jaye toh hain ganwara pyar me - (2)
ek khushee kaa aasman hai itne se ikrar me

dard bhee mil jaye toh hain ganwara pyar me
ek khushee kaa asman hai itne se ikrar me
kyun kar ahe bharna hai, akhir pyar toh karna hai
hone do, hone de woh, hone do, hone de woh - (2)
yeh pyar hai ek nasha jindagee kaa
na pyar se bach saka dil kisee kaa
hona hai, hona hai, pyar kabhee toh hona hai
khona hai, khona hai, dil kabhee toh khona hai
tadapna hai, tarasna hai, akhir pyar toh karna hai
hone do, hone de woh, hone do, hone de woh - (2)

Ye pyar hai ek Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: ye pyar hai ek MP3 songs, ye pyar hai ek lyrics, related albums and music archive results.