yeh dil hai ya MP3 Song
About yeh dil hai ya MP3 Song
This archive page brings together results connected with yeh dil hai ya, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.
MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ yeh dil hai yaCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Yeh Dil Hai Ya Category / Artist: Kumar Sanu | ↧ Save As |
Yeh Dil Hai Ya Song Lyrics
Song Lyrics Movie = Yeh Lamhe Judaai Ke (2004)
Singer = Kumar Sanu
Music Director = Nikhil Vinay
Song Lyricists = Yogesh
Mp3 Song Lyrics
ye dil hai ya shisa jo tuta tuta, mera yaar jab mujhse
rutha rutha
ye dil hai ya shisa jo tuta tuta, mera yaar jab mujhse
rutha rutha
dil me hai dard aankhe hai nam, dil me hai dard aankhe
hai nam
kaha kho gaye ho sanam, kaha kho gaye ho sanam
ye dil hai ya shisa jo tuta tuta, mera yaar jab mujhse
rutha rutha
dil me hai dard aankhe hai nam, dil me hai dard aankhe
hai nam
kaha kho gaye oo sanam, kaha kho gaye oo sanam
ye dil hai ya shisa jo tuta
dahdakate mere dil ki dhadkan bhi tum oo sanam bewafa
mai ji luga dhadkan bina bhi agar mujhko jina pada
bina tere jina agar jahar bhi hai oo mere sanam
kasam teri ye jahar bhi aaj khus ho kar pi lege hum
ye bahe bulati hai tujhko, tujhko, ye bahe bulati hai
tujhko, tujhko
dil me hai dard aankhe hai nam, dil me hai dard aankhe
hai nam
kaha kho gaye ho sanam, kaha kho gaye ho sanam
ye dil hai ya shisa jo tuta
wafayi ka badla mujhe aaj kyu bewafayi mila
milan hoke hoti hai phir kyu batao judayi bhala
mukadar mera mujhse rutha to iska nahi koi gam
mera yaar bhi mujhse chhuta to hans hans ke seh lege
hum
ye pyar do tum do na, ye dil to hai bas ek khilona,
khilona
dil me hai dard aankhe hai nam, dil me hai dard aankhe
hai nam
kaha kho gaye ho sanam, kaha kho gaye ho sanam
ye dil hai ya shisa jo tuta
dagar suni suni kahi bhi na manjil ka koi pata
na apni khabar mujhko jane mujhe aaj ye kya hua
tere pyar ko ae mere dil jo phir bhi shila na mila
tu apni hi dhun me chal aachal kisi se na kar gila
mahobat ki manjil judayi, judayi, judayi mere naam
aayi, aayi
dil me hai dard aankhe hai nam, dil me hai dard aankhe
hai nam
kaha kho gaye ho sanam, kaha kho gaye ho sanam
ye dil hai ya shisa jo tuta tuta, mera yaar jab mujhse
rutha rutha
dil me hai dard aankhe hai nam, dil me hai dard aankhe
hai nam
kaha kho gaye ho sanam, kaha kho gaye ho sanam
ye dil hai ya shisa jo tuta
ye dil hai ya shisa jo tuta
ye dil hai ya shisa jo tuta
ye dil hai ya shisa jo tuta
Posted by : {Anju Verma}
Yeh Dil Hai Ya Video Song
Related Albums
Related Songs
Browse this topic: yeh dil hai ya MP3 songs, yeh dil hai ya lyrics, related albums and music archive results.


