yeh hawaein zulfon MP3 Song
About yeh hawaein zulfon MP3 Song
Looking for yeh hawaein zulfon? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.
Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ yeh hawaein zulfonCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Yeh hawaein zulfon Category / Artist: Alka Yagnik | ↧ Save As |
Yeh hawaein zulfon Song Lyrics
Movie/Album Name: BAS ITNA SA KHWAAB HAI
Singer(s) : ALKA YAGNIK AND SHAAN
Lyrics --MALE--
Yeh hawaaein zulfon mein teri gum ho jaaye - 2
Ho, choome nigaahon se chehra tera
Honton se chhoo le phir daaman tera
Apni panaaho mein tujhko bhare
Meri aarzoo ko pareshaan kare
Yeh hawaaein zulfon mein teri gum ho jaaye
--FEMALE--
Yeh hawaaein zulfon mein meri gum ho jaaye
Haan, choome nigaahon se chehra mera
Honton se chhoo le phir daaman mera
Apni panaaho mein mujhko bhare
Teri aarzoo ko pareshaan kare
Yeh hawaaein zulfon mein meri gum ho jaaye
Hm, yeh hawaaein zulfon mein meri gum ho jaaye
--MALE--
Chhodo bhi ab dillagi
Khwaabon ki yeh zindagi
Dekho meri aankhon mein
Chaahat ki deewaangi
Maheki umange, jaagi tarange dil mein mere
Yeh hawaaein zulfon mein teri gum ho jaaye
O yeh hawaaein zulfon mein teri gum ho jaaye
--FEMALE--
Chhookar tujhko hi aayi hai
Dil pe jo laheraayi hai
Chanchal natkhat yeh hawaa
Khushboo teri hi laayi hai
Rango ki mele baahon mein khele sang sang tere
Haan yeh hawaaein zulfon mein meri gum ho jaaye - 2
--MALE--
Choome nigaahon se chehra tera
Honton se chhoo le phir daaman tera
Apni panaaho mein tujhko bhare
Meri aarzoo ko pareshaan kare
Yeh hawaaein zulfon mein teri gum ho jaaye
O yeh hawaaein
--FEMALE--
(Yeh hawaaein)
--MALE--
Zulfon mein teri
--FEMALE--
(Zulfon mein meri)
--MALE--
Gum ho jaaye
--FEMALE--
Bas itna sa khwaab hai - 4
Yeh hawaein zulfon Video Song
Related Albums
Browse this topic: yeh hawaein zulfon MP3 songs, yeh hawaein zulfon lyrics, related albums and music archive results.


