yehi hai mera pyaar MP3 Song
About yehi hai mera pyaar MP3 Song
Looking for yehi hai mera pyaar? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.
This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ yehi hai mera pyaarCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Yehi Hai Mera Pyaar Category / Artist: Shailendra Singh | ↧ Save As |
Yehi Hai Mera Pyaar Song Lyrics
Song Lyrics Movie : Chalte Chalte 1976
Singer : Sulakshana Pandit, Shailendra Singh
Music By : Bappi Lahiri
Lyricist : Amit Khanna
mp3 songs
sapno ka raja koi
man me tha jisko basaya
aaj hame mil gaya hai
yahi hai yahi hai
yahi hai mera pyar
yahi hai yahi hai
yahi hai mera pyar
sapno ki rani koi
man me thi jo samai
aaj hame mil gayi hai
yahi hai yahi hai
yahi hai mera pyar
yahi hai yahi hai
yahi hai mera pyar
aankhe meri bechain si
tujhko piya hai niharti
pichle janam ke sathi hai hum
sanse yahi hai pukarti
dhadkan me tum aise base
aane laga hai karar
yahi hai yahi hai
yahi hai mera pyar
yahi hai yahi hai
yahi hai mera pyar
tumhara jo dil gaya hamko mil
aur hame kya chahiye
hatho me hath sadio ka sath
aur hame kya chahiye
aasu bhi ab hasne lage
jagi khushiya hazar
yahi hai yahi hai
yahi hai mera pyar
yahi hai yahi hai
yahi hai mera pyar
ek aas hai ek pyas hai
sapne hamare kahe
sab dukh hamare ab hai hamare
khushiya hamari ek hai
hum jo mile phul hai khile
sara jaha hai bahar
yahi hai yahi hai
yahi hai mera pyar
yahi hai yahi hai
yahi hai mera pyar
sapno ka raja koi
sapno ki tho rani koi
man me tha jisko basaya
man me thi jo samai
aaj hame mil gaya hai
aaj hame mil gayi hai
yahi hai yahi hai
yahi hai mera pyar
yahi hai yahi hai
yahi hai mera pyar
yahi hai yahi hai
yahi hai mera pyar
yahi hai yahi hai
yahi hai mera pyar
Posted by: {Anju}
Yehi Hai Mera Pyaar Video Song
Related Albums
Browse this topic: yehi hai mera pyaar MP3 songs, yehi hai mera pyaar lyrics, related albums and music archive results.


