logo

Download Duniya main koi yaar song lyrics

Amber 1952

Free Duniya main koi yaar mp3 song

We presents for now Duniya main koi yaar mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.


Songs Download Play & Listen
Duniya main koi yaar
Artist : Lata Mangeshkar
Duniya main koi yaar Song Lyrics

Title : Duniya Mein Nahin Koi Yaar
Movie/Album Name: AMBER-1952
Singer(s) : LATA MANGESHKAR, RAFI

Lyrics:

lata:
duniyaa mein-2
duniyaa mein nahin koi yaar wafaadaar
zamaana sach kehata hai-2
yahaan karnaa kisi se pyaar hai bekaar
zamaana sach kehata hai-2

rafi:
dukh-dard ka hai bazaar ye sansaar
zamaana sach kehata hai-2
milana hai yahaan dushwaar dil ko qaraar
zamaana sach kehata hai-2

lata:
kar gaye who bhi ham se kinaara
jin ko basaaya mann mein
pyaar ki baazi jeet saka hai
koi na is jeevan mein-2
hoti hai yahaan har bar dil ki haar
zamaana sach kehata hai-2

rafi:
kismat ne majboor banaakar
chheen liya sukh ham se
kaaya ki is qaid mein aa kar
koun bachaa hai gham se-2
chalate hai yahaan par vaar, gham ke hazaar
zamaana sach kehata hai-2

lata:
duniyaa mein nahin koi yaar wafaadaar
zamaana sach kehata hai-2

Posted by: Jui Bhattacharya

Duniya main koi yaar Video Song



Recent Tags : Download Duniya main koi yaar song, Duniya main koi yaar download mp3 songs | Duniya main koi yaar lyrics | Duniya main koi yaar mp3 Download | Duniya main koi yaar free download | Duniya main koi yaar free mp3 song download | Duniya main koi yaar Online mp3 song | Duniya main koi yaar download mp3 song | Duniya main koi yaar free songs | Duniya main koi yaar Download bollywood movie song