logo

Download Koi dewaana kehta hai song lyrics

Koi Deewana Kehta Hai

Free Koi dewaana kehta hai mp3 song

We presents for now Koi dewaana kehta hai mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.


Songs Download Play & Listen
Koi dewaana kehta hai
Artist : Kumar Vishwaas
Koi dewaana kehta hai Song Lyrics

Song lyrics: Koi Deewana Kehta Hai

(written by: Dr. Kumar Vishwas)
Song Lyrics


Koi deewana kehta hain koi pagal samjhta hain
magar dharti ki bechani ko bas badal samjhta hain
Main tujhse dur kaisa hu,tu mujhse dur kaisi hain
Yeh tera dil samjhta hain ya mera dil samjhta hain

Ke mohobbat ek ehsaason ki paawan si kahaani hain
kabhi kabira deewana tha kabhi meera diwaani hain
Yahaan sab log kehte hain meri aakho mein aasu hain
Jo tu samjhe toh moti hain jo na samjhe toh paani hain

Mat poooch ki kya haal hai mera tere aage
Tu dekh ke kya rang hain tera mere aage

Samandar peer ka andar hain lekin ro nahi sakta
Yeh aasu pyaar ka moti hain isko kho nahi sakta
Meri chahat ko dulhan tu bana lena magar sun le
Jo mera ho nahi paaya woh tera ho nahi sakta

Bhramar koi kumudni par machal baitha toh hungama
Humare dil mein koi khwaab pal baitha toh hungama
Abhi tak doob kar sunte the sab kissa mohobbat ka
Main kisse ko hakikat mein badal baitha toh hungama..


Posted by : {Anamika Tyagi}

Koi dewaana kehta hai Video Song



Recent Tags : Download Koi dewaana kehta hai song, Koi dewaana kehta hai download mp3 songs | Koi dewaana kehta hai lyrics | Koi dewaana kehta hai mp3 Download | Koi dewaana kehta hai free download | Koi dewaana kehta hai free mp3 song download | Koi dewaana kehta hai Online mp3 song | Koi dewaana kehta hai download mp3 song | Koi dewaana kehta hai free songs | Koi dewaana kehta hai Download bollywood movie song