logo

Download Aasman ke paar song lyrics

Admissions open 2010

Free Aasman ke paar mp3 song

We presents for now Aasman ke paar mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.


Songs Download Play & Listen
Aasman ke paar
Artist : Amitabh Bhattacharya
Aasman ke paar Song Lyrics

Song Title :Aasmaan Ke Paar Chalo Paar Chalo
Movie/Album :  Admissions
Singer : Amitabh Bhattacharya, Joi Barua, Raman Mahadevan, Shilpa Rao

Pairon tale se zameen sar ka de hum woh bala hain
Tez hawaon mein shamme jala de sochta kya hai (sochta
kya hai)
Tashan mein apni mast hai maula bas rehne do
Himmat-e-marda madat-e-khuda yeh bas kehne do
Ke aasman ke paar chalo paar chalo yaar, ke aasman ke
paar chalo paar chalo
Ke aasman ke paar chalo paar chalo yaar, ke aasman ke
paar chalo paar chalo
(aasman ke paar)

Sholon se khelein bhi par hai parwaane bhi
Aur ragon mein tez hai khoon
Shakde na taale hain, hum bhi hai matwaale hain, aaj hai
rubaru (rubaru)
Rang jamayenge, woh kar dikhayenge
Waqt hai apna daur shuru
Apna safeena hai har lamha jeena hai, hai yahin justaju
Thaan liya jo kar ke rahenge koyi na shak hai
Har sapna sach kar ke rahenge dekhna ab hai
Ke aasman ke paar chalo paar chalo yaar, ke aasman ke
paar chalo paar chalo
Ke aasman ke paar chalo paar chalo yaar, ke aasman ke
paar chalo paar chalo

Dariya ka rukh modey, chuppi ko hum todey
Sehaj hi paaye aisa sukoon
Nayi dishayon mein, behaki hawaon se
Hum kare guftagu
Sagar ke dhaare hain, hum toh banjaare hain
Pucho na aise hai kyun
Naya tarana hai, apna zamana hai
Sang hai main aur tu


Pairon tale se zameen sar ka de hum woh bala hain
Tez hawaon mein shamme jala de sochta kya hai
Tashan mein apni mast hai maula bas rehne do (bas rehne
do)
Himmat-e-marda madat-e-khuda yeh bas kehne do
Ke aasman ke paar chalo paar chalo yaar, ke aasman ke
paar chalo paar chalo
Ke aasman ke paar chalo paar chalo yaar, ke aasman ke
paar chalo paar chalo

Aasman ke paar Video Song



Recent Tags : Download Aasman ke paar song, Aasman ke paar download mp3 songs | Aasman ke paar lyrics | Aasman ke paar mp3 Download | Aasman ke paar free download | Aasman ke paar free mp3 song download | Aasman ke paar Online mp3 song | Aasman ke paar download mp3 song | Aasman ke paar free songs | Aasman ke paar Download bollywood movie song