logo

Download Chahoon Bhi to ab song lyrics

Force 2011

Free Chahoon Bhi to ab mp3 song

We presents for now Chahoon Bhi to ab mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.


Songs Download Play & Listen
Chahoon Bhi to ab
Artist : Kartik
Chahoon Bhi to ab Song Lyrics

Song lyrics title: Chahoon Bhi (Force (2011)
Song lyrics: Force (2011)
Singer: Karthik & Bombay Jayshree


mp3 song
lyrics


Chahoon bhi toh main kaise kahoon
Saari jo baatein dil kehta hai
Lehar sapno ki kaise ginnu
Dariya behta hi rehta hai

Chahoon bhi toh main kaise kahoon
Saari jo baatein dil kehta hai
Lehar sapno ki kaise ginnu
Dariya behta hi rehta hai
Keh rahi hai kya yeh suno, meri khamoshiyan
Raat se hai lambhi kahin, dil ki yeh dastaan
Kaise kahoon
Chahoon bhi toh main kaise kahoon
Saari jo baatein dil kehta hai
Lehar sapno ki kaise ginnu
Dariya behta hi rehta hai
Keh rahi hai kya yeh suno, meri khamoshiyan
Raat se hai lambhi kahin, dil ki yeh dastaan
Kaise kahoon (kaise kahoon)

Tumse mujhe yeh kehna tha woh keh raha tha humdum
Ho saamne toh kya kahoon, kya kehna tha humdum
Kaise yeh, jazbaat hain
Iss dil mein toh, din raat hain
Honthon pe kyun aane se yeh sharmaate hain
Aankhon mein kyun yeh har gadi aa jaate hain
Chahoon bhi toh main kaise kahoon
Saari jo baatein dil kehta hai
Lehar sapno ki kaise ginnu
Dariya behta hi rehta hai

Hum kyun kahe, joban kahe, ik baat hai jaana
Dhadkan kahe, dhadkan sune, woh raat hai jaana
Dil bole bin hai bolta
Sab raaz hai yeh kholta
Jab khwab hai, jazbaat hai, ehsaas hai
Toh kehna kya, toh sunn na kya, awaaz hai
Chahoon bhi toh main kaise kahoon
Saari jo baatein dil kehta hai
Lehar sapno ki kaise ginnu
Dariya behta hi rehta hai
Keh rahi hai kya yeh suno, meri khamoshiyan
Raat se hai lambhi kahin, dil ki yeh dastaan
Kaise kahoon

Chahoon Bhi to ab Video Song



Recent Tags : Download Chahoon Bhi to ab song, Chahoon Bhi to ab download mp3 songs | Chahoon Bhi to ab lyrics | Chahoon Bhi to ab mp3 Download | Chahoon Bhi to ab free download | Chahoon Bhi to ab free mp3 song download | Chahoon Bhi to ab Online mp3 song | Chahoon Bhi to ab download mp3 song | Chahoon Bhi to ab free songs | Chahoon Bhi to ab Download bollywood movie song