logo

Download Teri Chahat Mein Sanam song lyrics

Chand Aur Bijli 1969

Free Teri Chahat Mein Sanam mp3 song

We presents for now Teri Chahat Mein Sanam mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.


Songs Download Play & Listen
Teri Chahat Mein Sanam
Artist : Asha Bhosle
Teri Chahat Mein Sanam Song Lyrics

Song Lyrics Title = Teri Chahat Mein Sanam
Song Lyrics Movie = Chand Aur Bijli
Singer = Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Music By = Shankar Jaikishan    
Lyricist = Hasrat Jaipuri        
   

mp3 songs


teri chahat me sanam humne bada kam kiya
khud to badnam huye, humko badnam kiya
khud to badnam huye, humko badnam kiya
khud to badnam

aaj nazare to mila aankh hai paimana tera
jhum ke pi le sanam, pyar hai maykhana tera
apni aankho se sada mujhko pilana sathi
ek pyase ko kahi bhul na jana sathi
khud to badnam huye, humko badnam kiya
khud to badnam huye, humko badnam kiya
khud to badnam

raze dil kya hai bataun to batana mushkil
aur aaho ko chhpau to chhupana mushkil
haye, haye ye naz ye andaz na dekha humne
aaj to tum mujhe jannat ki pari lagati ho
khud to badnam huye, humko badnam kiya
khud to badnam huye, humko badnam kiya
khud to badnam

pyar ki aisi dorahon pe hai jivan mera
ek taraf jaan meri, ek taraf dil hai mera
aaj to dil tere kadamo pe jhuka jata hai
tere jalwo se ye madhosh huya jata hai
khud to badnam huye, humko badnam kiya
khud to badnam huye, humko badnam kiya
khud to badnam huye, humko badnam kiya
khud to badnam huye, humko badnam kiya
khud to badnam


Posted by : Priyanka Shukla

Teri Chahat Mein Sanam Video Song



Recent Tags : Download Teri Chahat Mein Sanam song, Teri Chahat Mein Sanam download mp3 songs | Teri Chahat Mein Sanam lyrics | Teri Chahat Mein Sanam mp3 Download | Teri Chahat Mein Sanam free download | Teri Chahat Mein Sanam free mp3 song download | Teri Chahat Mein Sanam Online mp3 song | Teri Chahat Mein Sanam download mp3 song | Teri Chahat Mein Sanam free songs | Teri Chahat Mein Sanam Download bollywood movie song