logo
Aaj Ka Sama Milan MP3 SONG

Aaj Ka Sama Milan MP3 Song

Listen to Aaj Ka Sama Milan from Hum Pyar Tumhi Se 2002. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Aaj Ka Sama Milan Category / Artist: Saurabh Srivastav Save As

Aaj Ka Sama Milan Song Lyrics

Song Lyrics Title : Aaj Ka Sama Milan Ke Rang
Song Lyrics Movie : Hum Pyar Tumhi Se Kar Baithe (2002)
Singer: Saurabh P Srivastav    
Music By : Ram Laxman   
Lyricist: Ravinder Rawal

mp3 songs

aaj ka sama milan ke
rang me nahaya
dil se dil mile khushiyo
ka mausam hai aaya
aaj ka sama milan ke
rang me nahaya
dil se dil mile khushiyo
ka mausam hai aaya
jaha jaha nazar gayi
waha waha yaar hai
isi kashis ka naam lo
jaha me pyar hai
aaj ka sama milan ke
rang me nahaya
dil se dil mile khushiyo
ka mausam hai aaya

aaj tak nazar ne meri
aisa nazara dekha nahi
puchhta hai dil ye mera
khwab to nahi ye kahi
bichhde hue apne jo karib laya
dil se dil mile khushiyo
ka mausam hai aaya
aaj ka sama milan ke
rang me nahaya
dil se dil mile khushiyo
ka mausam hai aaya

kyu na ise kahe na chaman
phul har taraf hai khile
hai dua kayamat talak
khatam ho na ye silsile
shukriya ae dil mujhko
yaha pe jo laya
dil se dil mile khushiyo
ka mausam hai aaya
aaj ka sama milan ke
rang me nahaya
dil se dil mile khushiyo
ka mausam hai aaya
jaha jaha nazar gayi
waha waha yaar hai
isi kashis ka naam lo
jaha me pyar hai
aaj ka sama milan ke
rang me nahaya
dil se dil mile khushiyo
ka mausam hai aaya
aaj ka sama milan ke
rang me nahaya
dil se dil mile khushiyo
ka mausam hai aaya

Posted by: {Anamika Tyagi}

Aaj Ka Sama Milan Video Song

Video is not currently available for this track.

download mp3 song

download mp3 song

Explore: Aaj Ka Sama Milan, Hum Pyar Tumhi Se 2002 songs, related Saurabh Srivastav music and MP3 tracks.