aisi waisi baat nahin MP3 Song
About aisi waisi baat nahin MP3 Song
Looking for aisi waisi baat nahin? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.
Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ aisi waisi baat nahinCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Aisi Waisi Baat Nahin Category / Artist: Sapana Awasthi | ↧ Save As |
Aisi Waisi Baat Nahin Song Lyrics
Song Lyrics Movie or Album: Hero Hindustani (1998)
Singer(s): Hema Sardesai, Sapna Awasthi, Roop Kumar Rathore
Music Director(s): Anu Malik
Lyricist(s): Rahat Indori
Lyrics
dil pe waar hota hai, phir ikraar hota hai
tanhaayi mein rote hain, jinako pyaar hota hai
(aisi waisi baat nahin, chhoti moti baat nahin
yeh toh mohabbat hai, yahi ibaadat hai) - (2)
aankhon ke raste se dil mein utarkar dil kho jaata hai
nind udd jaati hai pyaar ho jaata hai
aisi waisi baat nahin, chhoti moti baat nahin
yeh toh mohabbat hai, yahi ibaadat hai
kabhi yeh pyar hai resham kabhi khushbu kabhi mausam
kabhi shola kabhi shabnam
kahin sargam kahin sangam, kahin pritam kahin hamdam
isise tum isise hum
chaahat ke rishte ka jo naam rakh do wahin ho jaata hai
aankhon ke raste se dil mein utarkar dil kho jaata hai
nind udd jaati hai pyaar ho jaata hai
aisi waisi baat nahin, chhoti moti baat nahin
yeh toh mohabbat hai, yahi ibaadat hai
dhadak uthata hai chhum chhum jubaan chup chup najar gumsum
yeh chaahat ki nishaani hai
ise aankhein sunaaati hai ise aankhein samajhati hai
yeh aankhon ki kahaani hai
baahon ki raahon mein koyi deewaana jab kho jaata hai
aankhon ke raste se dil mein utarkar dil kho jaata hai
nind udd jaati hai pyaar ho jaata hai
aisi waisi baat nahin, chhoti moti baat nahin
yeh toh mohabbat hai, yahi ibaadat hai
aankhon ke raste se dil mein utarkar dil kho jaata hai
nind udd jaati hai pyaar ho jaata hai
dil pe waar hota hai, phir ikraar hota hai
tanhaayi mein rote hain, jinako pyaar hota hai
Aisi Waisi Baat Nahin Video Song
Related Albums
Related Songs
Browse this topic: aisi waisi baat nahin MP3 songs, aisi waisi baat nahin lyrics, related albums and music archive results.


