awara bhanware jo haule MP3 Song
About awara bhanware jo haule MP3 Song
awara bhanware jo haule is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.
Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ awara bhanware jo hauleCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Awara bhanware Jo Haule Category / Artist: Hema Sardesai | ↧ Save As |
Awara bhanware Jo Haule Song Lyrics
Song lyrics movie : Sapnay
Singer : Hema sardesai
Aawara Bhanvre Jo Haule Haule Gayein
Phoolon Ke Tan Pe Havayein Sarsaraayein
Aawara Bhanvre Jo Haule Haule Gayein
Phoolon Ke Tan Pe Havayein Sarsaraayein
Aawara Bhanvre Jo Haule Haule Gayein
Phoolon Ke Tan Pe Havayein Sarsaraayein
Hmm.. Koyal Ki Koohu Koohu
Papihe Hi Peehu Peehu
Jungle Mein Chheeng Si Chhayi Jaye
Nadiyon Mein Lehrein Aayein
Balkhayein Chhalki Jaayein
Bheege Honthon Se Vo Gungunayein
Gaata Hai Sa Hai Gaata Hai Behka Pani
Gaata Hai Ye Dil Sun Sa Re Ga Ma Pa Dha Ni Sa Re
Aawara Bhanvre Jo Haule Haule Gayein
Phoolon Ke Tan Pe Havayein Sarsaraayein
Hey Hey...
Raat Jo Sannaata Chhaye To Tiktik Kare Hain Ghadi Suno
Door Kahin Guzre Rail Kisi Pul Pe Goonje Ghadaghadi Suno
Sangeet Hai Ye Sangeet Hai
Sangeet Hai Ye Sangeet Hai
Man Ka Sangeet Suno
Baahon Mein Leke Basja Maaja Gaye Nari Gaye
Mamta Ka Sangeet Suno
Hilkore Hilkore
Hilkore Hilkore
Mangla Re Mangla Re Chori Chori Paiyaan
Hilkore Hilkore
Hilkore Hilkore
Jhingla Re Jangla Re Poori Rage Bhaiya
Aawara Bhanvre Jo Haule Haule Gayein
Phoolon Ke Tan Pe Havayein Sarsaraayein
Bheege Parinde Jo Khud Ko Sukhaane Ko Par Phad Phadaate Hain Suno
Gaay Bhi Beil Bhi Gale Mein Padhi Ghanti Kaise Bajaate Hain Suno
Sangeet Hai Ye Sangeet Hai
Sangeet Hai Ye Sangeet Hai
Jeewan Sangeet Suno
Balkha Rahi Boondon Se Paayal Aaja Chhankayein
Dharti Ka Geet Suno
Hilkore Hilkore
Hilkore Hilkore
Mangla Re Mangla Re Chori Chori Paiyaan
Hilkore Hilkore
Hilkore Hilkore
Jhingla Re Jangla Re Poori Rage Bhaiya
Aawara Bhanvre Jo Haule Haule Gayein
Phoolon Ke Tan Pe Havayein Sarsaraayein
Hmm.. Koyal Ki Koohu Koohu
Papihe Hi Peehu Peehu
Jungle Mein Chheeng Si Chhayi Jaye
Nadiyon Mein Lehrein Aayein
Balkhayein Chhalki Jaayein
Bheege Honthon Se Vo Gungunayein
Gaata Hai Sa Hai Gaata Hai Behka Pani
Gaata Hai Ye Dil Sun Sa Re Ga Ma Pa Dha Ni Sa Re
Hilkore
Yeah...
Hilkore.
Awara bhanware Jo Haule Video Song
Browse this topic: awara bhanware jo haule MP3 songs, awara bhanware jo haule lyrics, related albums and music archive results.


