badtameez kaho ya kaho janwar MP3 Song
About badtameez kaho ya kaho janwar MP3 Song
badtameez kaho ya kaho janwar is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.
This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ badtameez kaho ya kaho janwarCategory / Artist: Latest | ↧ Visit us | |
| ◉ Badtameez Kaho Ya Kaho Janwar Category / Artist: Mohammad Rafi | ↧ Save As |
Badtameezi pe hum aa Song Lyrics
Movie / Album Name : Allah rakha 1986
Singer:Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mohammad Aziz, Shabbir Kumar
Lyricist:Prayag Raj
Music Director:Anu Malik
Film Director:Ketan Desai
Film Producer:Ketan Desai
mp3 songs
humse koi ghustaki ho, bura na uska manana
muh hai chhota bat badi hai, hanske tum na talana
mai to hu bazari lekin aap hai ijat wale
ayashike adhe khole, ghunha pe parde dale
baktamizi, baktamizi pe hum aa gaye to
tum sharifo ka phir kya hoga
ho, baktamizi pe hum aa gaye to
tum sharifo ka phir kya hoga
hai shishe ke ghar tumhare, hai shishe ke ghar tumhare
arey, oo mara pathar to phir kya hoga
baktamizi pe hum aa gaye to, tum sharifo ka phir kya hoga
behaya humko tumne banaya, jisam bikata hai tumne sikhaya
behaya humko tumne banaya, jisam bikata hai tumne sikhaya
ye na socha hai garmi ya sardi, rashte par mujhe la bithaya
jisne thukaraya usko jo maine, ho mari thokar to phir kya hoga
baktamizi pe hum aa gaye to, tum sharifo ka phir kya hoga
mai jo aayi na tumko dikhau, dag cheharo ke ginkar batau
ha, mai jo aayi na tumko dikhau, dag cheharo ke ginkar batau
koi do char ghas ho to bolu, ya taraju pakad ke mai tolu
harkate inki puchho na humse, oo mara thapad to phir kya hoga
baktamizi pe hum aa gaye to, tum sharifo ka phir kya hoga
mai to badnaam galiyo ki rani, kya mahobat ki chhadu kahani
ha, mai to badnaam galiyo ki rani, kya mahobat ki chhadu kahani
maine chaha jise mit gaya wo, uski yade hai uski nishani
ho gaya jinda ek din jo markar, mera dilbar to phir kya hoga
baktamizi pe hum aa gaye to, tum sharifo ka phir kya hoga
hai shishe ke ghar tumhare, arey, oo mara pathar to phir kya hoga
baktamizi pe hum aa gaye to, tum sharifo ka phir kya hoga
Posted by: {Anju}
Badtameezi pe hum aa Video Song
Browse this topic: badtameez kaho ya kaho janwar MP3 songs, badtameez kaho ya kaho janwar lyrics, related albums and music archive results.


