logo

mera paigham mohabbat MP3 Song

mera paigham mohabbat MP3 song cover

About mera paigham mohabbat MP3 Song

This archive page brings together results connected with mera paigham mohabbat, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ mera paigham mohabbatCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Mera Paigham Mohabbat Category / Artist: Mohammad Rafi ↧ Save As

Mera Paigham Mohabbat Song Lyrics

Song Title = Mera Paigham Mohabbat
Movie/album = Tere Bagair 2010
Category / Artist = Mohammad Rafi
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title = Mera Paigham Mohabbat
Song Lyrics Movie = Tere Bagair (2010)
Singer  = Mohammed Rafi

mp3 songs

aaj kuchh kehana hai mujhako jo ijaajat hogi
baat chhoti si hai sun lo toh inaayat hogi
aa aa aa aa

mera paighaam -2 paighaam paighaam
mera paighaam mohabbat ke siva kuchh bhi nahi - (2)
jindagi pyaar ki raahat ke siva kuchh bhi nahi
mera paighaam mohabbat ke siva kuchh bhi nahi

ek bimaar-e-muhabbat se yeh puchha maine - (2)
ishq mein tune yeh kya haal bana rakha hai
woh tare yaar ki chilman ko dikhaakar bola
mere mehbub ko -2 parado mein chhupa rakha hai
kya jaamaane mein -2 adaavat ke siva kuchh bhi nahi
mera paighaam mohabbat ke siva kuchh bhi nahi - (2)

bewajah duniya ne nindon mein khalal daal di - (2)
chaahanewaalon ne jab khwaab sunehere dekhe
dekhanewaalon ne inn pyaar ki raahon mein sada
ya toh deewaarein -2 hi dekhi hai ya pehare dekhe
yeh mohabbat -2 toh ibaadat ke siva kuchh bhi nahi
mera paighaam mohabbat ke siva kuchh bhi nahi - (2)

yeh bhi dastur mohabbat ka niraala dekha - (2)
ek paradon mein dusara baajaaron mein
iss tarah tanaha tadapane se toh achchha hoga
jinda chunava de koi -2 dono ko deewaaron mein
ishq mein maut bhi -2 raahat ke siva kuchh bhi nahi
mera paighaam mohabbat ke siva kuchh bhi nahi
jindagi pyaar ki raahat ke siva kuchh bhi nahi haay
mera paighaam mohabbat ke siva kuchh bhi nahi....

Posted by : {Anamika Tyagi}

Mera Paigham Mohabbat Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: mera paigham mohabbat MP3 songs, mera paigham mohabbat lyrics, related albums and music archive results.