behka main behka MP3 Song
About behka main behka MP3 Song
Looking for behka main behka? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.
MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ behka main behkaCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Behka Main Behka Category / Artist: Kartik | ↧ Save As |
Behka Main Behka Song Lyrics
Song Lyrics Movie : Ghajini (2008)
Singers: Karthik
Movie: Ghajini (2008)
Starring: Aamir Khan, Asin
mp3 songs
behaka main behaka, woh behaki hawa si aai
ek hi najar mein sab manjil wanjil paayi
hatake alag si thi, bilkul juda si
na hi adaaye, na koi aangdaai
behaka behaka, main behaka behaka
mehaka mehaka, yeh mann hai mehaka
behaka main behaka, woh behaki hawa si aai
ek hi najar mein sab manjil wanjil paayi
dhadkan dhak dhak dhak dhak dhak dhak hui
dil tha tha tha tha tha thai
chal dagmag mag dagmag mag hui
jhumu jhamak jhamajham
rasta taaku taaku taaku taaku taaku taaku main
pal pal jaagu jaagu jaagu jaagu jaagu jaagu main
baar baar badal karwat, usako sochu main
behaka behaka, main behaka behaka
mehaka mehaka, yeh mann hai mehaka
gujare jahaan se woh raunak udaaye
chhalake nadi si woh, mujhako bhigoti jaaye
woh gun gunaaye, nagine lutaaye
khatta saa bachpan, meethi sharaarat
thoda resham hai, thodi najaakat
kabhi sharmaaye, kabhi lehraaye
usame saahil hai, aur jaane kitani gehrai
behaka main behaka, woh behaki hawa si aai
ek hi najar mein sab manjil wanjil paayi
hatake alag si thi, bilkul juda si
na hi adaaye, na koi aangdaai
behaka behaka, main behaka behaka
mehaka mehaka, yeh mann hai mehaka
usaki boli jaise phulo ki toli
usaka chalana rituye badalna
jhut bhi usake sachche lage achchhe lage, sach se bhi bade lage
raah mein usaki haath baandhe, palke bichaaye hue sar ko jhukaye hue
khusbuon se chaaye hue, tkataki lagaye hue
saath saaath jaane kitne saare mausam khade rahe
behaka main behaka, woh behaki hawa si aai
ek hi najar mein sab manjil wanjil paayi
hatake alag si thi, bilkul juda si
na hi adaaye, na koi aangdaai
behaka behaka, main behaka behaka
mehaka mehaka, yeh mann hai mehaka.
Behka Main Behka Video Song
Browse this topic: behka main behka MP3 songs, behka main behka lyrics, related albums and music archive results.


