chale gaye chale gaye MP3 Song
About chale gaye chale gaye MP3 Song
This archive page brings together results connected with chale gaye chale gaye, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.
This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ chale gaye chale gayeCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Chale Gaye Chale Gaye Category / Artist: Zohrabai Ambalawali | ↧ Save As |
Chale Gaye Chale Gaye Song Lyrics
Song Lyrics Movie : Pahele Aap (1944)
Singers : Zohrabai Ambalewali
Song Lyricists : D.N. Madhok, Deena Nath Madhok
Music Composer : Naushad Ali
Music Director : Naushad Ali
Director : Abdul Rashid Kardar
Music Label : Columbia Records
Starring : Shamim, Anwar
mp3 songs
Chale gaye chale gaye
Dil mein aag lagaane waale
Chale gaye haay
Chale gaye chale gaye
Dil mein aag lagaane waale
Chale gaye
Tum sang nain milaa ke
Haay main haar gayi
Tori judaayi sainyaan re
Haay mujhe maar gayi
Tum sang nain milaa ke
Haay main haar gayi
Tori judaayi sainyaan re
Haay mujhe maar gayi
Garaj-garaj birhan ko daraate hain
Baadal kaale-kaale
Garaj-garaj birhan ko daraate hain
Baadal kaale-kaale
Chale gaye haay
Chale gaye chale gaye
Dil mein aag lagaane waale
Chale gaye
Mori qasam tohe
Aa jaa more baalam
Sah naa sakenge dukh
Birhaa ke aur ham
Mori qasam tohe
Aa jaa more baalam
Sah naa sakenge dukh
Birhaa ke aur ham
Sainyaan padoon main tore painyaan
Balaiyaan loon
Ab aa jaa tu jaane waale
Sainyaan padoon main tore painyaan
Balaiyaan loon
Ab aa jaa tu jaane waale
Chale gaye haay
Chale gaye chale gaye
Dil mein aag lagaane waale
Chale gaye haay
Chale gaye chale gaye
Dil mein aag lagaane waale
Chale gaye.
Posted by : {Anju}
Chale Gaye Chale Gaye Video Song
Related Albums
Related Songs
Browse this topic: chale gaye chale gaye MP3 songs, chale gaye chale gaye lyrics, related albums and music archive results.


