chand se phool talak MP3 Song
About chand se phool talak MP3 Song
Looking for chand se phool talak? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.
This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ chand se phool talakCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Chand Se Phool Talak Category / Artist: Anwar | ↧ Save As |
Chand Se Phool Talak Song Lyrics
Song Lyrics Movie = Jaan-E-Wafa (1986)
Singers = Anwar Hussain
Song Lyricists = Muqtida Hasan Nida Fazli
Music Composer = Mohammed Zahur Khayyam
Director = Rukun
Music Label = T-Series
Starring = Farooq Shaikh, Rati Agnihotri, Pradeep Khayyam, Shafi Inamdar,
Pradeep Kumar, Iftekhar, Mushtaq Merchant
mp3 songs
Chand se phool talak
Tumsa hasi aur nahi
Chand se phool talak
Tumsa hasi aur nahi
Jaise tum ho jaise tum ho
Mere sarkar kahi aur nahi
Chand se phool talak
Tumsa hasi aur nahi
Kaise duniya mein
Chali aayi pari ho tum to
Kaise duniya mein
Chali aayi pari ho tum to
Jaisa chaha tha khayalo ne
Wahi ho tum to
Gul badan uncha dahan
Maha jabi aur nahi
Gul badan uncha dahan
Maha jabi aur nahi
Jaisi tum ho jaisi tum ho
Meri sarkar kahi aur nahi
Chand se phool talak
Tumsa hasi aur nahi
Tum jo aayi ho to lagta hai
Mujhe kuch aise
Tum jo aayi ho to lagta hai
Mujhe kuch aise
Meri duniya mein
Tumhari hi kami thi jaise
Samme dil range nazar
Nure zamee aur nahi
Samme dil range nazar
Nure zamee aur nahi
Jaisi tum ho jaisi tum ho
Meri sarkar kahi aur nahi
Chand se phool talak
Tumsa hasi aur nahi
Husne raftar churaya hai
Saba ne tumse
Husne raftar churaya hai
Saba ne tumse
Udati zulfon ki adali
Ghata ne tumse
Phir bhi tum jaisi meri
Parda nashi aur nahi
Phir bhi tum jaisi meri
Parda nashi aur nahi
Jaisi tum ho jaisi tum ho
Meri sarkar kahi aur nahi
Chand se phool talak
Tumsa hasi aur nahi
Chand se phool talak
Tumsa hasi aur nahi...
Posted by : {Anamika Tyagi}
Chand Se Phool Talak Video Song
Related Albums
Related Songs
Browse this topic: chand se phool talak MP3 songs, chand se phool talak lyrics, related albums and music archive results.


