chhoo le aasma MP3 Song
About chhoo le aasma MP3 Song
Looking for chhoo le aasma? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.
MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ chhoo le aasmaCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Chhoo Le Aasman Category / Artist: Suraj Jagan | ↧ Save As | |
| ◉ Chhoo Le Aasma Category / Artist: K K | ↧ Save As |
Chhoo Le Aasma Song Lyrics
Song Lyrics Movie or Album: Aasama
Singer(s): Shaan, K.K, Mahalaxmi Iyer
Music Director(s): Afsar, Sajid
Lyrics
(chalti hai rukti hai tham jaati hai ye zindagi
kehti hai sunti hai samjhaati hai ye zindagi) - 2
lamha lamha iska, har pal ye kehta hai
jagjaa re jagjaa re bande...
chhoo le aasmaan, chhoo le aasmaan, chhoo le aasmaan, vooo..
chhoo le aasmaan, chhoo le aasmaan, chhoo le aasmaan...
(rukh apna mod le jab hum chale lehrein sabhi
kadmon pe aa gire sajdaa kare har ek khushi) - 2
mere naye khwaab kuch, khil gaye aankhon mein
din naya.. shab nayi rang naye baaton mein
saagar bhi baahon mein ab likhni hai nayi ibaadat
aana hai tujhe mere sang aa...
chhoo le aasmaan, chhoo le aasmaan, chhoo le aasmaan, vooo..
chhoo le aasmaan, chhoo le aasmaan, chhoo le aasmaan....
(anjaane raaste hum paar ho pal bhar mein hi
faslein ummeed ki kaatenge hum koshish se hi) - 2
yeh junoon josh ye, kam naa ho ga kabhi
hauslaa chhodna aadaton mein nahi
deewaanapan ye apna, hain sabse judaa jahaan mein
aana hai to chal mere sang aa...
chhoo le aasmaan, chhoo le aasmaan chhoo le aasmaan, vooo..
chhoo le aasmaan, chhoo le aasmaan chhoo le aasmaan...
(chalti hai rukti hai tham jaati hai ye zindagi
kehti hai sunti hai samjhaati hai ye zindagi)- 2
lamha lamha iska, har pal ye kehta hai
jagjaa re jagjaa re bande...
chhoo le aasmaan, chhoo le aasmaan chhoo le aasmaan, vooo..
chhoo le aasmaan, chhoo le aasmaan chhoo le aasmaan....
(chhoo le aasmaan, chhoo le aasmaan
chhoo le aasmaan) - 2
Chhoo Le Aasma Video Song
Browse this topic: chhoo le aasma MP3 songs, chhoo le aasma lyrics, related albums and music archive results.


