logo

kuch bhi ho sakta hai MP3 Song

kuch bhi ho sakta hai MP3 song cover

About kuch bhi ho sakta hai MP3 Song

Looking for kuch bhi ho sakta hai? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ kuch bhi ho sakta haiCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Kuch bhi ho sakta hai Category / Artist: Suraj Jagan ↧ Save As

Kuch bhi ho sakta hai Song Lyrics

Song Title = Kuch bhi ho sakta hai
Movie/album = Inkaar 2013
Category / Artist = Suraj Jagan
Mp3 Song Lyrics
Song lyrics Title : Kuch bhi ho sakta hai
Song lyrics movie : Inkaar 2013
Singer : Suraj Jagan
Song Writer : Swanand Kirkire
Composer : Shantanu Moitra   
Year: 2013

mp3 song lyrics

Futtpatho pe jo sota tha
Akhbaaro me ab chhapta hai
Kal tak jo criminal tha
Abb tv pe bikta hai
Girgit hai ye woh gutter
Rang yun badalata hai

Jaa kuch bhi ho sakta hai..
Jaa kuch bhi ho sakta hai..
Jaa kuch bhi ho sakta hai..
Jaa kuch bhi ho sakta haiii..

Jo sapna tune dekha
Woh sabne hi hai dekha
Aisa kya kiya hai saale tune hi nayaa
Jo fitrat hai naa teri
Woh maashooka hai teri
Uske peeche tu gaya to kya bura kiya

Khaa li jo maar dikhi aaukat
Ye bhi haalaat badlenge be
Jaa kuch bhi ho sakta hai..
Jaa kuch bhi ho sakta hai..
Jaa kuch bhi ho sakta hai..
Jaa kuch bhi ho sakta hai..

Dooje ki thaali me zyada hi dikhta hai
Fokat ki daaru pe gham zyada chalakta hai
Chhipkali ki tarah regta sarakta hai

Jaa.. Kuch bhi ho sakta hai..
Jaa.. Kuch bhi ho sakta hai..
Jaa.. Kuch bhi ho sakta hai..
Jaa.. Kuch bhi ho sakta hai..
Jaa.. Kuch bhi ho sakta hai...
Posted by : {Anju}

Kuch bhi ho sakta hai Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: kuch bhi ho sakta hai MP3 songs, kuch bhi ho sakta hai lyrics, related albums and music archive results.