dekha hai sabhi ne MP3 Song
About dekha hai sabhi ne MP3 Song
dekha hai sabhi ne is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.
Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ dekha hai sabhi neCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Dekha Hai Sabhi Ne Category / Artist: Mohammad Rafi | ↧ Save As |
Dekha Hai Sabhi Ne Song Lyrics
Song Lyrics Movie : Dil Ne Pukara (1967)
Singer: Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi, Asha Bhosle, Manna Dey
Lyricist:Indeevar, Qamar Jalalabadi, Prem Warbartani
Music Director:Kalyanji Anandji
Film Director:Mohan
mp3 songs
dekha hai sabhi ne chand ko
dekha hai sabhi ne chand ko
use kya dekhe
tujhe dekh liya sab dekh liya
ho tujhe dekh liya sab dekh liya
dekha hai sabhi ne chand ko
najro me yuhi naraji hai
najro me yuhi naraji hai
par dil hi dil me razi hai
ab dunia jo chahe soche
ab dunia jo chahe soche
hum kyu jane
tujhe jan liya sab jan liya
tujhe jan liya sab jan liya
dekha hai sabhi ne chand ko
hotho pe aabe hayat liye
hotho pe aabe hayat liye
chalti hai bahare sath liye
tere jaisa hasi koi or bhi ho
tere jaisa hasi koi or bhi ho
use kyu mane tujhe man liya sab man liya
tujhe man liya sab man liya
dekha hai sabhi ne chand ko
kuch aise dil ne pukara tujhe
kuch aise dil ne pukara tujhe
jannat se jami pe utara tujhe
ab or khuda ke pas hai kya
ab or khuda ke pas hai kya
hum kya mange
tujhe mang liya sab mang liya
tujhe mang liya sab mang liya
dekha hai sabhi ne chand ko
dekha hai sabhi ne chand ko
use kya dekhe
tujhe dekh liya sab dekh liya
ho tujhe dekh liya sab dekh liya
dekha hai sabhi ne chand ko
Posted by: {Jiya}
Dekha Hai Sabhi Ne Video Song
Browse this topic: dekha hai sabhi ne MP3 songs, dekha hai sabhi ne lyrics, related albums and music archive results.


