logo

dil ki awaz bhi sun MP3 Song

dil ki awaz bhi sun MP3 song cover

About dil ki awaz bhi sun MP3 Song

Looking for dil ki awaz bhi sun? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ dil ki awaz bhi sunCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Dil Ki Awaz Bhi Sun Category / Artist: Mohammad Rafi ↧ Save As

Dil Ki Awaz Bhi Sun Song Lyrics

Song Title = Dil Ki Awaz Bhi Sun
Movie/album = Humsaya 1968
Category / Artist = Mohammad Rafi
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title : Dil Ki Awaz Bhi Sun
Song Lyrics Movie : Humsaya (1968)
Singer: Mohammed Rafi
Picturised on: Joy Mukherjee, Sharmila Tagore
Music By:  O. P. Nayyar

mp3 songs

dil ki awaaz bhi sun
mere fasaane pe na ja
meri nazron ki taraf dekh
zamaane pe na ja

dil ki awaaz bhi sun
mere fasaane pe na ja
meri nazron ki taraf dekh
zamaane pe na ja
dil ki awaaz bhi sun

ik nazar dekh le
ik nazar dekh le
jeene ki ijaazat de de
roothne waale wo pehli si
muhabbat de de

ik nazar dekh le
jeene ki ijaazat de de
roothne waale wo pehli si
muhabbat de de

ishq masoom hai
ishq maasoom hai
ilzaam lagaane pe na ja
meri nazron ki taraf dekh
zamaane pe na ja
dil ki aawaaz bhi sun

waqt insaan pe
waqt insaan pe
aisa bhi kabhi aata hai
raah mein chhod ke
saaya bhi chala jaata hai

waqt insaan pe
aisa bhi kabhi aata hai
raah mein chhod ke
saaya bhi chala jaata hai

din bhi nikalega kabhi
din bhi nikalega kabhi
raat ke aane pe na ja
meri nazro ki taraf dekh
zamaane pe na ja
dil ki awaaz bhi sun

main haqeeqat hoon
main haqeeqat hoon
ye ik roz dikhaunga tujhe
begunahi pe muhabbat ki
rulaunga tujhe

main haqeeqat hoon
ye ik roz dikhaunga tujhe
begunahi pe muhabbat ki
rulaunga tujhe
daag dil ke nahi
daag dil ke nahi
mite hain mitaane pe na ja

meri nazro ki taraf dekh
zamaane pe na ja
dil ki aawaaz bhi sun
mere fasaane pe na ja
meri nazro ki taraf dekh
zamaane pe na ja

Posted by: {Anju}

Dil Ki Awaz Bhi Sun Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: dil ki awaz bhi sun MP3 songs, dil ki awaz bhi sun lyrics, related albums and music archive results.