dil ye ladaku MP3 Song
About dil ye ladaku MP3 Song
dil ye ladaku is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.
This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ dil ye ladakuCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Dil Ye Ladaku Category / Artist: Monali Thakur | ↧ Save As |
Dil Ye Ladaku Song Lyrics
Movie/album = Saala Khadoos (2016)
Singers = Monali Thakur
Song Lyricists = Swanand Kirkire
Music Director = Santhosh Narayanan
Director = Sudha Kongara
Mp3 Song Lyrics
((Dil ye ladaku kyun ye lad gaya
Kyun ye bhid gaya khud hi se aaj
Laakh roka haan toka magar na maane
Banke jhonka hawa ka ye udna chaahe
Teri hi gali mein mudna ye chahe
Akdu jhagdalu naram ho gayaa
Dil mein hua ghotala
Dil mein hua ghotala
Dil mein hua ghotala haaye re
Dil mein hua ghotala
Dil mein hua ghotala
Dil mein hua ghotala haaye re
Teri nazar jaaye jidhar
Meri nazar rakhe uspe pehra
Kar doon main kya saazish koi
Dekhe tu jidhar dikhe mera chehra
Jahaan tu jaaye main kyu tere piche
Piche piche bhatakti rahun
Dil mein hua ghotala
Dil mein hua ghotala
Dil mein hua ghotala haaye re
Dil mein hua ghotala
Dil mein hua ghotala
Dil mein hua ghotala haaye re
Maghroor tu, maghroor main
Mash hoor hai tera mera jhagda
Phir kya hua pighli kyun main
Kar hi diya tune jaadu tagda
Tha jo kal tak haan dushman dil ka
Aaj kyun mujhko pyara lage
Dil mein hua ghotala
Dil mein hua ghotala
Dil mein hua ghotala, haaye re..
Dil mein hua ghotala
Dil mein hua ghotala
Dil mein hua ghotala, haaye re..
Dil mein hua ghotala
Dil mein hua ghotala
Dil mein hua ghotala, haaye re..))
Posted by : {Anamika Tyagi}
Dil Ye Ladaku Video Song
Browse this topic: dil ye ladaku MP3 songs, dil ye ladaku lyrics, related albums and music archive results.


