logo

duniya ki kitabon se MP3 Song

duniya ki kitabon se MP3 song cover

About duniya ki kitabon se MP3 Song

Looking for duniya ki kitabon se? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ duniya ki kitabon seCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Duniya Ki Kitabon Se Category / Artist: Mohammad Rafi ↧ Save As

Duniya Ki Kitabon Se Song Lyrics

Song Title = Duniya Ki Kitabon Se
Movie/album = Jwala 1971
Category / Artist = Mohammad Rafi
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title : Duniya Ki Kitabon Se
Song Lyrics Movie : Jwala (1971)
Singers:Mohammed Rafi
Song Lyricists:Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Music Composer:Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director:Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director:M.V. Raman
Music Label:Saregama

mp3 songs

Duniya ki kitabon se ek din
Mushkil ka naam mit jayega

Duniya ki kitabon se ek din
Mushkil ka naam mit jayega
Duniya ki kitabon se ek din
Mushkil ka naam mit jayega
Insa ke irado ke aage
Ambar bhi sar ko jhkayega
Ambar bhi sar ko jhkayega
Duniya ki kitabon se ek din
Mushkil ka naam mit jayega

Hum apni lagan ke deewane
Tufa se bhi takra jayenge
Ab jhuk na sakenge aye
Duniya tut bhle hi jayenge

Jivan ki dagar ka har parvat
Ek thokar me uad jayega
Duniya ki kitabo se ek din
Mushkil ka naam mit jayega

Samjho na hume tum pathar dil
Sine me hamare pyar bhi hai
Laz kisi kisi ki yaad bhi hai
Ek sapno ka sansar bhi hai

Jo kuch bhi hansi hai is jag me
Kuch aur hansi kahlayega
Duniya ki kitabo se ek din
Mushkil ka naam mit jayega

Har har bandhan ko todke
Jab jashan manayegi duniya
Taro ke sihgashan par jis
Din insa ko dikhayegi duniya
Us din sabko rah rah ke mera
Ye git bahut yaad ayega
Insa ke irado ke aage
Ambar bhi sar ko jhkayega
Ambar bhi sar ko jhkayega
Duniya ki kitabon se ek din
Mushkil ka naam mit jayega

Posted by: {Anju}

Duniya Ki Kitabon Se Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: duniya ki kitabon se MP3 songs, duniya ki kitabon se lyrics, related albums and music archive results.