logo

ek hai jharna MP3 Song

ek hai jharna MP3 song cover

About ek hai jharna MP3 Song

Looking for ek hai jharna? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ ek hai jharnaCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Ek Hai Jharna Category / Artist: Mohammad Rafi ↧ Save As

Ek Hai Jharna Song Lyrics

Song Title = Ek Hai Jharna
Movie/album = Harishchandra Taramati 1963
Category / Artist = Mohammad Rafi
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title : Ek Hai Jharna
Song Lyrics Movie : Harishchandra Taramati (1963)
Singers : Mohammed Rafi
Song Lyricists : Virendra Mishra
Music Composer  : Hridaynath Mangeshkar
Music Director : Hridaynath Mangeshkar
Director : B K Adarsh
Music Label : Saregama
Starring : Pradeep Kumar, Madhumati

mp3 songs

 Ek hai jharna ek hai nadiya
    Ek sagar gahra hai
    Ek hai jharna ek hai nadiya
    Ek sagar gahra hai
    Behta jal kab ek jagah par
    Thehra hai
    Ek hai jharna

    Yeh jivan hai janjal ghana
    Jo raja tha chandal bana
    Yeh phulo ki raj kumari
    Rani thi ab hai panihari
    Maa se beta chhut gaya hai
    Iska sapna tut gaya hai
    Tap kar sona kundan banta
    Wohi asli sehra hai
    Behta jal kab ek jagah par
    Thehra hai
    Ek hai jharna

    Hai kam kisi ka hath kisi ke
    Kuch din mithe kuch din tikhe
    Yeh hai dasi ki bhi dasi
    Tan chah kar hai man sanyasi
    Pran palenge raja rani
    Dekhe kis mein kitna pani
    Jo pani ka geet na samjha
    Aisa jag to gahra hai
    Behta jal kab ek jagah par
    Thehra hai
    Ek hai jharna

    Jite ji marna padta hai
    Anchaha karna padta hai
    Dukhiyara darpan rota hai
    Bach ke jite kya hota hai
    Pardesi nanha banjara
    Ab sukha jharna bechara
    Do naino ke jal mein jhaka
    Jag ka kala chehra hai
    Behta jal kab ek jagah par
    Thehra hai
    Ek hai jharna ek hai nadiya
    Ek sagar gahra hai
    Ek hai jharna.

Posted by : {Anju}

Ek Hai Jharna Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: ek hai jharna MP3 songs, ek hai jharna lyrics, related albums and music archive results.