logo

gham e hasti se MP3 Song

gham e hasti se MP3 song cover

About gham e hasti se MP3 Song

Looking for gham e hasti se? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ gham e hasti seCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Gham E Hasti Se Category / Artist: Mohammad Rafi ↧ Save As

Gham E Hasti Se Song Lyrics

Song Title = Gham E Hasti Se
Movie/album = Vallah Kya Baat Hai 1962
Category / Artist = Mohammad Rafi
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title : Gham E Hasti Se Bas
Song Lyrics Movie : Vallah Kya Baat Hai (1962)
Singer-Rafi
Lyrics-Anand Bakshi
MD-Roshan

mp3 songs

Gham-e-hasti se bas begaanaa hotaa
Khudaaya kaash main deewana hota
gham-e-hasti se bas begaanaa

chali aati qayaamat anjuman mein
chali aati qayaamat anjuman mein
gulon ko aag lag jaati chaman mein
alag baitaa
alag baitaa koi mastaana hota
aaa
Khudaayaa kaash main deewaana hota
gham-e-hasti se bas begaanaa

jo dekha hai suna hai zindagi mein
jo dekha hai suna hai zindagi mein
wo banke dard reh jaathaa na jee mein
fakat ek khwaab
fakat ek khwaab, ek afsaanaa hotaa
Khudaayaa kaash main deewaana hota
gham-e-hasti se bas begaanaa

usee deewangee mein bekhudi mein
usee deewaangee mein bekhudi mein
na khulti aankh saari zindagi mein
sadaa gardish mein
sadaa gardish mein ek paimaanaa hotha
Khudaayaa kaash main deewaana hota
gham-e-hasti se bas begaanaa hotaa
Khudaayaa kaash main deewanaa hotaa

Gham E Hasti Se Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: gham e hasti se MP3 songs, gham e hasti se lyrics, related albums and music archive results.