logo

is dard e dil ki sifarish MP3 Song

is dard e dil ki sifarish MP3 song cover

About is dard e dil ki sifarish MP3 Song

Looking for is dard e dil ki sifarish? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ is dard e dil ki sifarishCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Is Dard E Dil Ki Sifarish Category / Artist: Mohammad Irfan ↧ Save As

Is Dard E Dil Ki Sifarish Song Lyrics

Song Title = Is Dard E Dil Ki Sifarish
Movie/album = Yaariyan 2014
Category / Artist = Mohammad Irfan
Mp3 Song Lyrics
Song Title : Is Dard E Dil Ki Sifarish
Movie/Album  : Yaariyan 2014
Singer : Mohammad Irfan, Gajendra Verma
Lyrics : Mithoon
Music : Mithoon
Music on: T-Series

Mp3 Song Lyrics

Yaariyan ve
Yaariyan

Yaariyan ve
Yaariyan ae
Yaariyan

Dil mera hai na-samajh kitna
Besabar yeh bewakoof bada
Chahata hai kitna tujhe
Khud magar nahi jaan saka

Is dard e dil ki sifarish
Ab kar de koi yahaan
Ke mil jaaye ise woh baarish
Jo bhiga de poori tarah

Is dard e dil ki sifarish
Ab kar de koi yahaan
Ke mil jaaye ise woh baarish
Jo bhiga de poori tarah

Yaariyan ve
Yaariyan ae

Kya hua asar tere sath reh kar na jaane
Ki hosh mujhe na raha
Lafz mere jo zubaan pe aake ruke
Par ho na sake woh bayaan

Dhadkan tera hi naam jo le
Aankhein bhi paigam yeh de
Teri nazar ka hi yeh asar hai
Mujh pe jo hua

Is dard e dil ki sifarish
Ab kar de koi yahaan
Ke mil jaaye ise woh baarish
Jo bhiga de poori tarah

Is dard e dil ki sifarish
Ab kar de koi yahaan
Ke mil jaaye ise woh baarish
Jo bhiga de poori tarah

Yaariyan ve
Yaariyan ae

Tu jo mila to zindagi hai badli
Main poora naya ho gaya
Hai beasar duniya ki baatein badi
Ab teri sunoon main sada
Milne ko tujhse bahaane karoon
Tu muskuraye wajah main banoon
Roz bitana saath mein tere
Sara din mera

Is dard e dil ki sifarish
Ab kar de koi yahaan
Ke mil jaaye ise woh baarish
Jo bhiga de poori tarah

Is dard e dil ki sifarish
Ab kar de koi yahaan
Ke mil jaaye ise woh baarish
Jo bhiga de poori tarah

Is dard e dil ki sifarish Yaariyan ve
Ab kar de koi yahaan Yaariyan ve
Ke mil jaaye ise woh baarish Yaariyan ve
Jo bhiga de poori tarah Yaariyan ve

Is dard e dil ki sifarish Yaariyan ve
Ab kar de koi yahaan Yaariyan ve
Ke mil jaaye ise woh baarish Yaariyan ve
Jo bhiga de poori tarah Yaariyan ve ...

Posted by : {Anamika Tyagi}

Is Dard E Dil Ki Sifarish Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: is dard e dil ki sifarish MP3 songs, is dard e dil ki sifarish lyrics, related albums and music archive results.