jab jab bahar aayi MP3 Song
About jab jab bahar aayi MP3 Song
This archive page brings together results connected with jab jab bahar aayi, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.
This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ jab jab bahar aayiCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Jab Jab Bahar Aayi Category / Artist: Mohammad Rafi | ↧ Save As |
Jab Jab Bahar Aayi Song Lyrics
Song Lyrics Movie = Taqdeer (1967)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Director = A. Salaam
Music Label = Saregama
Starring = Bharat Bhushan, Farida Jalal, Shalini, Kajal, Shushil,
Jalal Aga, Johnny Walker, Kamal Kapoor, Agha, Ajay
mp3 songs
Jab jab bahaar aaye
Aur phool muskuraye
Mujhe tum yaad aaye
Mujhe tum yaad aaye
Jab jab bahaar aaye
Aur phool muskuraye
Mujhe tum yaad aaye
Mujhe tum yaad aaye
Jab jab bhi chand nikla
Aur tare jagmagaye
Mujhe tum yaad aaye
Mujhe tum yaad aaye
Apna koi taraana
Maine nahi banaya
Apna koi taraana
Maine nahi banaya
Tumne mere labo pe
Har ek sur sajaya
O jab jab mere tarane
Duniya ne gungunaye
Mujhe tum yaad aaye
Mujhe tum yaad aaye
Ek pyar aur wafa
Ki tasvir manta hu
Ek pyar aur wafa
Ki tasvir manta hu
Tasvir kya tumhe
Taqdeer manta hu
O dekhi najar ne
Khushiya ya
Dekhe gham ke saye
Mujhe tum yaad aaye
Mujhe tum yaad aaye
Mumkin hai zindgani
Kar jaye bewfayi
Mumkin hai zindgani
Kar jaye bewfayi
Lekin ye pyar vo
Hai jisme nahi judayi
Is pyar ke fasane
Jab jab jubaa pe aaye
Mujhe tum yaad aaye
Mujhe tum yaad aaye
Jab jab bahaar aaye
Aur phool muskuraye
Mujhe tum yaad aaye
Mujhe tum yaad aaye...
Posted by : {Anamika Tyagi}
Jab Jab Bahar Aayi Video Song
Browse this topic: jab jab bahar aayi MP3 songs, jab jab bahar aayi lyrics, related albums and music archive results.

