logo

kabhi raat din hum MP3 Song

kabhi raat din hum MP3 song cover

About kabhi raat din hum MP3 Song

This archive page brings together results connected with kabhi raat din hum, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ kabhi raat din humCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Kabhi Raat Din Hum Category / Artist: Mohammad Rafi ↧ Save As
◉ Kabhi raat din hum door Category / Artist: Lata Mangeshkar ↧ Save As

Kabhi Raat Din Hum Song Lyrics

Song Title = Kabhi Raat Din Hum
Movie/album = Aamne Saamne 1967
Category / Artist = Mohammad Rafi
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics : Kabhi Raat Din Hum Dur The
Song Lyrics Movie or Album: Aamne Saamne (1967)
Singer(s): Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
Music Director(s): Kalyanji-Anandji
Lyricist(s): Anand Bakshi

Lyrics

kabhi raat din hum dur the, din raat ka abb saath hai - (2)
woh bhi itefaaq ki baat thi, yeh bhi itefaaq ki baat hai - (2)
kabhi raat din hum dur the

teri aankh mein hai khumaar sa, meri chaal mein hai surur sa - (2)
yeh bahaar kuchh hai khile huye, (yeh sama nashe mein hai chur sa -2)
kabhi iin fijaao mein pyaas thi, abb mausame barsaat hai
woh bhi itefaaq ki baat thi, yeh bhi itefaaq ki baat hai
kabhi raat din hum dur the

mujhe tumne kaise badal diya, hairaan hoon main iss baat par - (2)
mera dil dhadakata hai aajkal, (teri shaukh najaro se puchhkar -2)
meri jaan kabhi mere bas mein thi, abb jindagi tere haath mein hai
woh bhi itefaaq ki baat thi, yeh bhi itefaaq ki baat hai
kabhi raat din hum dur the

yuun hi aaj tak rahe hum juda, tumhe kya mila hamein kya mila - (2)
kabhi tum khafa, kabhi hum khafa, (kabhi yeh gila, kabhi woh gila -2)
kitane bure the woh din sanam, kitani haseen yeh raat hai
woh bhi itefaaq ki baat thi, yeh bhi itefaaq ki baat hai
kabhi raat din hum dur the, din raat ka abb saath hai
kabhi raat din hum dur the

Kabhi Raat Din Hum Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: kabhi raat din hum MP3 songs, kabhi raat din hum lyrics, related albums and music archive results.