kisi tarah se mohabbat MP3 Song
About kisi tarah se mohabbat MP3 Song
This archive page brings together results connected with kisi tarah se mohabbat, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.
Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ kisi tarah se mohabbatCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Kisi Tarah Se Mohabbat Category / Artist: NoorJahan | ↧ Save As |
Kisi Tarah Se Mohabbat Song Lyrics
Song Lyrics Movie = Badi Maa (1945)
Singers = Noor Jehan
Song Lyricists = Zia Sarhadi
Music Composer = Datta Korgaonkar
Music Director = Datta Korgaonkar
Director = Master Vinayak
Music Label = Saregama
Starring = Sitara Devi, Girish, Ishwarlal, Noor Jehan, Meenakshi, Dada Salvi, Yakub
mp3 songs
Kisi tarah se muhabbat mein chain pa na sake
Lagi vo aag hai sine mein jo bujha na sake
Lagi vo aag hai sine mein jo bujha na sake
Kisi tarah se muhabbat mein chain pa na sake
Zubaan chup rahi meri to aansu bol uthe
Zubaan chup rahi meri to aansu bol uthe
Chhupaayi laakh muhobbat magar chhupa na sake
Kisi tarah se muhabbat mein chain pa na sake
Na jaane kis ki hai tasaveer aansu aansu mein
Tasaveer aansu aansu mein
Ke apani aankh se aansu bhi ham gira na sake
Kisi tarah se muhabbat mein chain pa na sake
Tabaahi puchh na dil ki tu ham se ai duniya
Kuchh aisi ujadi hai basti ke ham basa na sake
Kisi tarah se muhobbat mein chain pa na sake
Posted by : Priyanka Shukla
Kisi Tarah Se Mohabbat Video Song
Browse this topic: kisi tarah se mohabbat MP3 songs, kisi tarah se mohabbat lyrics, related albums and music archive results.


