logo

koi aur duniya me MP3 Song

koi aur duniya me MP3 song cover

About koi aur duniya me MP3 Song

koi aur duniya me is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ koi aur duniya meCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Koi Aur Duniya Me Category / Artist: Mohammad Rafi ↧ Save As

Koi Aur Duniya Me Song Lyrics

Song Title = Koi Aur Duniya Me
Movie/album = Pyar Ki Kahani 1971
Category / Artist = Mohammad Rafi
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title = Koi Aur Duniya Me Tumsa Hasin
Song Lyrics Movie = Pyar Ki Kahani (1971)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Ravikant Nagaich
Music Label = Saregama
Starring = Amitabh Bachchan, Tanuja, Mala Sinha
Release on = 30th April, 1971

mp3 songs

((Koi aur duniya mein tumsa haseen hai
Nahi hai nahi hai nahi hai nahi
Koi aur duniya mein tumsa haseen hai
Nahi hai nahi hai nahi hai nahi
Ada ye najar ye jaha me kahi hai
Nahi hai nahi hai nahi hai nahi

Burai teri agar jamana kare
Baya koi jutha fasana kare
Burai teri agar jamana kare
Baya koi jutha fasana kare
Uthaye ye kasme hazaro magar
Yaki kaise tera deewana kare
Bhala is jamane ka koi yaki hai
Nahi hai nahi hai nahi hai nahi
Koi aur duniya mein tumsa haseen hai
Nahi hai nahi hai nahi hai nahi

Juda hai sabhi se kahani teri
Jara pas aa meharbani teri
Juda hai sabhi se kahani teri
Jara pas aa meharbani teri
Tujhe dekhta hai ghatao se chand
Ke hai chandani bhi deewani teri
Kisi or ka nam kya mahjabi hai
Nahi hai nahi hai nahi hai nahi
Koi aur duniya mein tumsa haseen hai
Nahi hai nahi hai nahi hai nahi
Ada ye najar ye jaha me kahi hai
Nahi hai nahi hai nahi hai nahi.))

Posted by : {AKANKSHA SHUKLA}

Koi Aur Duniya Me Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: koi aur duniya me MP3 songs, koi aur duniya me lyrics, related albums and music archive results.