kya kahne mashallah MP3 Song
About kya kahne mashallah MP3 Song
This archive page brings together results connected with kya kahne mashallah, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.
MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ kya kahne mashallahCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Kya Kahne Mashallah Category / Artist: Mohammad Rafi | ↧ Save As | |
| ◉ Kya Kahne Mashallah Category / Artist: Mohammad Rafi | ↧ Save As |
Kya Kahne Mashallah Song Lyrics
Song Lyrics Movie = Ji Chahta Hai (1964)
Singer = Mohammed Rafi
Music Director = Kalyanji Anandji
Lyricist = Hasrat Jaipuri
Mp3 Song Lyrics
((kya kahne masha allah
in par to ummid se bhi jyada asar ho gaya
kya kahne masha allah nazar teer aapki
kya kahne masha allah nazar teer aapki
ji chahta hai khich lu taswir aapki
ji chahta hai khich lu taswir aapki
kya kahne masha allah nazar teer aapki
ji chahta hai khich lu taswir aapki...
chehra suhana pyar ki roshan kitab hai
bijli bhi jisko pa na saki wo sabab hai
aata hai roz pujne suraj kadam ko chumne
dene ko hum bhi aa gaye dil ka gulab
wallah kya hasin hai tasir aapki
wallah kya hasin hai tasir aapki
ji chahta hai khich lu taswir aapki
ji chahta hai khich lu taswir aapki...
kya kahne masha allah
pyara pyara haye ghunghat
tumhara bahar hai
dil ka ye tara aisi pe nisar hai
chandi se gore hath me mehandi rachi suhag ki
kiske liye wo najami itni saji hui
haye dulhan bani hai aaj to takdir aapki
haye dulhan bani hai aaj to takdir aapki
ji chahta hai khich lu taswir aapki
ji chahta hai khich lu taswir aapki
kya kahne masha allah nazar teer aapki
kya kahne masha allah nazar teer aapki
ji chahta hai
ji chahta hai khich lu taswir aapki
ji chahta hai khich lu taswir aapki
kya kahne masha allah...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
Kya Kahne Mashallah Video Song
Browse this topic: kya kahne mashallah MP3 songs, kya kahne mashallah lyrics, related albums and music archive results.


