logo

kyon hai ye khamoshiya MP3 Song

kyon hai ye khamoshiya MP3 song cover

About kyon hai ye khamoshiya MP3 Song

Looking for kyon hai ye khamoshiya? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ kyon hai ye khamoshiyaCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Kyon Hai Ye Khamoshiya Category / Artist: Clinton Creejo ↧ Save As

Kyon Hai Ye Khamoshiya Song Lyrics

Song Title = Kyon Hai Ye Khamoshiya
Movie/album = All tha best 2009
Category / Artist = Clinton Creejo
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics : Kyon Hai Yeh Khaamoshiya
Song Lyrics Movie or Album: All The Best
Singer(s): Clinton Cerejo
Music Director(s): Pritam
Lyricist(s): Kumaar

Lyrics

kyon hai yeh khaamoshiya, jaane kyon thehari hai hai jubaan
jaane kya ho gaya, mausam bhi hai naya
sukhi jamin bhiga hai aasmaan

kyon hai yeh khaamoshiya, jaane kyon thehari hai hai jubaan
jaane kya ho gaya, mausam bhi hai naya
sukhi jamin bhiga hai aasmaan
kyon hai yeh majburiya, jaane kyon bebas hai hum yahaan
jaane kya ho gaya, mausam bhi hai naya
sukhi jamin bhiga hai aasmaan
jo (pehale thi abb woh nahi hai hawaayein
kya ho gaya hai yeh kaise bataaye) - (2)

hamane socha nahi tha, aansu mein dubega lamaha khushi ka
kaise yeh silsile hain, haan pass phir bhi bahaut faasale hain
kyon hain yeh tanhaayiya, jaane kyon suna sa hai jahaan
din jaise raat hai, jaane kya baat hai
rutha huwa hai hamase yeh sama
jo pehale thi abb woh nahi hai hawaayein
kya ho gaya hai yeh kaise bataaye

rishte bekhare huye hain, phir se inhe jod le sochate hain
raahein kehane lagi hai, apani juda koyi manjil nahi hai
kyon hai yeh khaamoshiya, jaane kyon thehari hai hai jubaan
jaane kya ho gaya, mausam bhi hai naya
sukhi jamin bhiga hai aasmaan
kyon hai yeh majburiya, jaane kyon bebas hai hum yahaan
jaane kya ho gaya, mausam bhi hai naya
sukhi jamin bhiga hai aasmaan
jo (pehale thi abb woh nahi hai hawaayein
kya ho gaya hai yeh kaise bataaye) - (2)

Kyon Hai Ye Khamoshiya Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: kyon hai ye khamoshiya MP3 songs, kyon hai ye khamoshiya lyrics, related albums and music archive results.