mai gham se nibha kar MP3 Song
About mai gham se nibha kar MP3 Song
mai gham se nibha kar is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.
This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ mai gham se nibha karCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Mai Gham Se Nibha Kar Category / Artist: SHABBIR KUMAR | ↧ Save As |
Mai Gham Se Nibha Kar Song Lyrics
Song Lyrics Movie = Nain Mile Chain Kahan (1986)
Singers = Shabbir Kumar
Song Lyricists = Naqsh Lyallpuri
Music Composer = Ajay Swami
Director = Shankar Vyas
Music Label = Saregama
Starring = Shobha Gauri, Khurana, Kunal, Kamal Kapoor, Bharat Bhushan
mp3 songs
Main gham se nibha kar ji lunga
Har dard chhupa kar ji lunga
Tum shad raho aabad raho
Tum shad raho aabad raho
Main gham se nibha kar ji lunga
Har dard chhupa kar ji lunga
Ha hatho mein tumhare shaguno ki
Kya khub sazi hai ye mehandi
Hatho mein tumhare shaguno ki
Kya khub sazi hai ye mehandi
Kya khub sazi hai ye mehandi
Main apne lahu ke chhinto se
Main apne lahu ke chhinto se
Daman ko saza kar ji lunga
Tum shad raho aabad raho
Tum shad raho aabad raho
Main gham se nibha kar ji lunga
Har dard chhupa kar ji lunga
Mujhko hi khushi na raas aayi
Ho tumko mubarak shehnayi
Mujhko hi khushi na raas aayi
Ho tumko mubarak shehnayi
Ho tumko mubarak shehnayi
Main khwab samajh kar bite huye
Main khwab samajh kar bite huye
Lamho ko bhula kar ji lunga
Tum shad raho aabad raho
Tum shad raho aabad raho
Main gham se nibha kar ji lunga
Har dard chhupa kar ji lunga
Tum leke sahara yaado ka
Ashqo ko paresha mat karna
Tum leke sahara yaado ka
Ashqo ko paresha mat karna
Ashqo ko paresha mat karna
Main jalti sulagti yaado ko
Main jalti sulagti yaado ko
Main sine se laga kar ji lunga
Tum shad raho aabad raho
Tum shad raho aabad raho
Main gham se nibha kar ji lunga
Har dard chhupa kar ji lunga....
Posted by : {Anamika Tyagi}
Mai Gham Se Nibha Kar Video Song
Related Albums
Related Songs
Browse this topic: mai gham se nibha kar MP3 songs, mai gham se nibha kar lyrics, related albums and music archive results.


