main jis din bhulaa du MP3 Song
About main jis din bhulaa du MP3 Song
main jis din bhulaa du is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.
Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ main jis din bhulaa duCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Main Jis Din Bhulaa Du Category / Artist: Jubin Nautiyal, Rochak Kohli, Tulsi Kumar | ↧ Save As |
Main Jis Din Bhulaa Du Song Lyrics
Movie/album = Main Jis Din Bhulaa Du 2021
Singers = Jubin Nautiyal, Rochak Kohli, Tulsi Kumar
Lyrics : Jubin Nautiyal
Mp3 Song Lyrics
Dil ne mere
Tere dil se kaha..
Ishq to hai wahi jo, hai beinteha..
Tune kabhi,
Jaana hi nahin,
Main humesha se tera, tera hi to thaa…
Ki jab tak jiyun main
Jiyun saath tere
Phir chaand ban jaaun, teri gali ka
Main jis din bhula doon tera pyaar dil se, Wo din aakhiri ho meri zindagi ka.
Na thahrega koi,
Aankhon me meri
Ho na sakoonga main aur kisi ka...!!!
Female :
Main jis din bhula doon tera pyaar dil se, Wo din aakhiri ho meri zindagi ka.
Male :
Main wo khwaab hoon jo
kisi ne na dekha,
Wo qissa hoon main jo
Bin tere tha aadhaa...
Koi cheez janchti
Nahin hai qasam se,
Mere hath me tere
Hathon se zyada..
Female :
Mere raat din bhi
Likhe naam tere
Zara haal dekho deewangi ka..
Male :
Main jis din bhula doon tera pyaar dil se, Wo din aakhiri ho meri zindagi ka.
Female :
Main jis din bhula doon tera pyaar dil se, Wo din aakhiri ho meri zindagi ka.
Antara 2
Female :
Mila to mujhe tu
Magar der se kyun,
Mujhe umra bhar ye
Shikayat rahegi…
Laga le gale se
Mujhe bin bataye
Humesha tujhe ye
Ijazat rahegi…
Male :
Mujhe ab koi gham
Rula na sakega,
Ki tu hai bahana meri hasi ka
Female :
Main jis din bhula doon tera pyaar dil se, Wo din aakhiri ho meri zindagi ka
Main Jis Din Bhulaa Du Video Song
Related Albums
Browse this topic: main jis din bhulaa du MP3 songs, main jis din bhulaa du lyrics, related albums and music archive results.


